HTTPS Kya Hai Or Isko Blog Me Kaise Enable Kare

Hello dosto ham aapko is post batane wale hai blog me HTTPS kaise Enable karte hai.HTTPS blog ki data security ke liye ke accha tarika hai.Agr aap blogsport use kar rahe hai to aap apne blog me Aasani se HTTPS enable kar sakte hai.Aap apni blog me Asani se HTTPS ko enable kar sakte hai,To chaliye HTTPS ke bare me thora wistar se jannte hai.

HTTPS Kya Hai?

blog ki security ke liye HTTPS kaise enable kare

Https blog(website) ki security ko badhata hai.Isse blog/website ko hacking karne se bachaya jata hai.Jis blog/website me HTTPS Enable nhi hai us blog/website ko koi bhi Hack kar sakte hai.To hacking se bachne ke liye hame apne blog me HTTPS ko enable karna bhut he jaruri hota hai.Aapne bhut sare website ko open kiya hoga,jisme aapne dekha hoga ki uska URL ke first me HTTPS laga hua hai,To aap ye samjh lijiye ise koi bhi hack nhi kar sakte hai,kue ki HTTPS blog/website ki Security ko badha deta hai,jisse hacking ka koi bhi chance nhi hota hai.To claiye dosto agr aap bhi apne blog/website ko hacking se bachana chahte hai to aapko bhi apne blog/website me Https Enable karna hoga.To chaliye aap hamari kuch step ko follow kare.



Blog ki Security Ke Liye HTTPS Kaise Enable Kare?

HTTPS Enable karne se phle mai aapko ek bat bata du aap https sirf Blogspot.com par he enable kar sakte hai.Agr aap coustom domin use kar rahe hai to aap HTTPS enable nhi kar sakte hai.
To aap blogspot.com par https enable kar sakte hai.

step 1. Blogspot me https enable karne ke liye blogger.com se apni blog ko open kar le.

step 2.Ab apne blog ke Dashbord me jaye,setting par click karne ke bad base par click kare.
Setting>>base

Step 3. Ab aap Https setting ke samne Yes par click kare.
Https setting me jakar HTTPS ko yes kare





To dosto Ab aapke blogspot me HTTPS enable ho gya hai.Ab aapka blog puri tarah se safe hai,Ab aapka blog ko koi bhi hack nhi kar sakte hai.
To Dosto maine jo is post me Btaya HTTPS kya hai,Https Ko blog me kaise Enable kare.Agr aapko meri jankari pasand aayi ho to hame comment kar apna jawab jarur de.

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form