Blog Me Coustom Robot.Text File Kaise Add Kare

Hello blogger,Aaj ham aapko batane wale hai blog me ''coustom robot.text'' file kaise add karte hai.Agr aap new blogger hai to aapko iske bare me jada nhi pata hoga,Ye ek Advenced seo setting hoti hai blogger blog  ke liye.Mai Aapko is post me blogger blog ko seo banane ke liye robot.text ko created kar blog me lagate hai iske bare me mai aapko is post me batane wala hu.
Blog-Me-Coustom-Robot-Text-File-Kaise-Add-Kare
Blog Me Coustom Robot.text Kaise Add Kare


Blogger Blog Ke Liye Coustom Robot.text Kyu Jaruri Hai


Blogger blog me ke option hota hai blogger hame coustom robot.text file ko blog me add karne ka option deta hai.Coustom robot.text file ko blog me add kar ham apne blog ko search engine ke liye optimize kar sakte hai,Ham apne blog ko seo friendly bana sakte hai.

Coustom Robot.text kaise kaam karta hai

Jab koi bhi vistor hamari blog se releted kis topic par google par serach karta hai or search engine se hamari site par Aata hai tab robot.tex use batata hai ki  hamari site par kya kya dikhan allow hai or kya nhi.To dosto is tarah robot.text hamare blog ke liye kam karta hai.

Robot.text File Kaise Add Kare Blog Me

To dosto jaisa maine bataya hai Robot.text file kya hai,Ye kyu jaruri hai our ye kam kaise karta hai.Blog ko seo optimize karne ke liye Coustom Robot.text blog me add karna bhut jaruri hai.Agr aap is sab me jara sa bhi galtiya karte hai To isse Aapka blog google search engine se remove bhi ho sakta hai.Agr Aap Bhi Coustom Robot.text ko Blog me add karna chahte hai to  aap hamari kuch step ko dhayn se dekhe or follow kare.

step 1. Sabse phle Aap blogger.com se apna blog open kare,Uske bad dashbord me jaye.



step 2. Setting par click kare,Uske bad Search Preferences  par click kare.
Blog-Me-Coustom-Robot-Text-File-Kaise-Add-Kare

step 3.Ab Custom robots.txt ke samne edit par clickpar click kare.

step 4. Ab Coustom robot.text content ke samne yes par click kare,Ab niche diya gya code copy kare or box me past kare.



Yaha www.gyanwebpoint.com ki jagah apne blog ka name dale.

Step 5. Ab save Change  ki button par click kare.


Ab finnely Aapke blog me coustom robot.text file add ho chuka hai.Agr aapko meri post pasand Aayi hogi to hame comment karke jarur bataye.


 Ye Bhi Padhe. *Blog Post Par Comment Waiting Kaise Enabel Kare

* Blogger Blog Me Meta Tag Description Kaise Add Kare

*Blogger Blog Ki Sabhi Post Me Search Discription Kaise Enabel Kare

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form