Blog Me Stylish Label Widget Kaise Add Kare


Hello Dosto,Aaj Ham Is Post me Aapko batane wale hai Blog Me Stylish Label Widget Kaise Add Kare.Jaisa ki Aap sabhi jante hai jab ham koi bhi template blog me lagate hai tab usme jo bhi label bana hua rahta hai wo kafi simple hota hai,Jo ki dekhne me utna Accha Nhi lagta hai.Kuch blogger hote hai jise label pasand nhi Aata hai to wo template ko he change kar dete hai.Stylist label blog me lagane se blog ka label dekhne me kafi accha lagta hai.

Blog-Me-Stylist-Label-Kaise-add-kare
 Blog Me Stylist Label Kaise Lagaye
STylist Label blog par lagane se hamara blog ka look bhi dekhne me kafi accha lagta hai.Agar is post me aap padh rahe hai to aap ek bar stylist label jarur lagaye.To chaliye dekhte hai Stylist label kaise lagate hai

Blog Me Stylist Label Kyu Lagaye




Jaisa ki Aap sabhi log jante hai Hamare blog ka jitna Accha look Dekhne me hoga vistor bhi hamare blog ko utna pasand karenge.Blog Me blog me stylist label lagane se hamare blog ka look dekhne me kafi Accha lagta hai,Or sabhi blogger bhi Aisa chahte hai ki hamara blog dekhne me Accha lage.

Agr Aap Aisa soch rahe hai ki stylist label widget ko blog me lagane se blog ki loading speed kam ho gayi to?.Aisa bilkul Nhi hoga Aap ek bar apne blog me stylist label ko jarur add kare,Isse Aapke blog ki loading speed par koi bhi effect nhi padega.To chaliye dekhte hai Blog me stylist label kaise add kare.

Stylist Label Blog Par Kaise Lagaye ( How To Add Stylist Laabel On Blog )

Stylist label ko blog par lagane ke liye Aap hamari kuch step ko follow kare.

step . Sabse Phle Aap blogger.com se apna blog open kare,Or dashbord me template par click kare.

step 2. Template par click karne ke bad Aap edit html ki button par click kare.
step 3. Ab apke samne html box open hoga jisme aapko Ctrl+F press kare.
blog-me-stylist-label-widget-kaise-add-kare


step 4. Ab aapke samne ek search box open hoga jisme aapko
Code Ko Search Karna Hai.

step 5. Ab Niche diya gya code ko copy kare or code ke upar past kar de,Uske bad save  template ki button par click kare. 






*Blog Me Comment Policy Massage Kaise Add Karte Hai

*Blog Me Popular Post Widget Kaise Add Kare

* Coustom Robot.text File Ko Blog Me Kaise Lagaye

*Google Adsense Par Link Ads Kaise Banaye

Ab Finnely Aapke blog me stylist label add ho chuka hai.Ab aap apne blog par jakar dekh sakte hai.I hope Aapko meri post pasand Aayi hogi.Agr aapko meri post Acchi lagi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form