Blog Post Par Copy Past Disable/Band Kaise Kare



Hello blogger,Aaj ham aapko Blogging ke sabse jada importent tricks batane wale hai.Ham is article me Aapko batane wale hai Blog Post Par Copy Past Kaise Disable/Band Karte Hai.Sabhi blogger ke liye sabse jada importent part hota hai post content.Sabhi blogger ko  blog post likhne me kitna time or kitna mehnat lagta hai ye Aap sabhi log acche se jante hai.Jab koi bhi log hamare blog post ko copy kar leta hai tab hame kitna bura lagta hai.Post ko chori ka vo apne blog par past karte hai,Jisse hamare blog ka Traffic loss ho jata hai.
Blog-Post-Par-Copy-Past-Disable-Band-Kaise-Kare
Blog Post Par Copy Past Kaise Band Kare

Post ko copy past karne se un blogger ko to koi bhi fayda nhi hota hai kyu ki Google adsense copy past karne wale blog ko pasand nhi karta hai,But Is sab se hamara bhut Nuksan hota hai.Ek jaisa post google par show hone se hamare blog par google search engine me galat effect hota hai.To ham apne blog post ko chori hone se roke sakte hai.Iske liye hame apne blog post par copy past Disable/band karna hoga.

Blog Post Ko Copy Hone Se Kaise Roke

Blog post ko copy hone se rokne ke liye hame ape blog me ek code ko add karna hoga,Jisse koi bhi blogger Agr hamare blog post ke content ko copy karne ki kosis karega to wo nhi kar sakta hai.Kyu Ki Copy past ka option hamare blog par nhi Aayega.Kyu Ki copy past hamare blog se disable/band ho chuka hoga.

step 1. Sabse pahle aap blogger.com se apna blog open kare Dashbord me jaye or layout par click kare.



Step 2. Layout par click karne ke bad ''Add gadget'' par click kare.
Blog-Post-Par-Copy-Past-Disable-Band-Kaise-Kare


Step 3. Ab html/java script par click kare.

Blog-Post-Par-Copy-Past-Disable-Band-Kaise-Kare

Step 4. Ab niche diya gya code copy kar past kare,uske bad save ki button par click kare.






*Blog Post Me Read More Button Kaise Lagaye

*Blog Post Ko Publish Karne Se Pahle 7 Bato Ka Rakhe Dhyan
Ab finnely aapke blog se copy past banad ho chuka hai.Ab aapke post content ko koi chori nhi kar sakta hai.I Hope aapko meri post pasand Aayi hogi Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hamae comment karke jarur bataye.

Read.
 *Blog Post Ke Tittle Ko SEO Friendly Kaise Likhe
 
* Blog/Website Ki Traffic Kaise Badhaye- SEO Tips

*Blogger Blog Me Text Box Aur Text Area Kaise Banaye

2 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form