Blog Ko Google,Bing,Yahoo Search Engine Me Kaise Submit Kare

Blogger par blog banane ke bad hame apne blog ko Google search engine me submit karna bhut jaruri hota hai,Agr ham apne blog ko google search engine me submit nhi karte hai tab tak hamara blog google search me nhi Aata hai.Google search console me blog ko submit karne ke bad hame apne blog ko Google,Bing,Yahoo Jaise Other Search console me submit karna jaruri hota hai.
Blog-Ko-Google-Bing-Yahoo-Search-Engine-Se-Kaise-Submit-Kare
Blog Ko Google Bing Yahoo Search Engine Me Kaise Submit Kare

Ham apne blog ko Google,Bing,Yahoo Search engine se submit kar ham apne blog ki traffic ko badha sakte hai.Blog ko Searh engine me submit karne se google ko hamare blog ke bare me pata chalta hai wo hamari blog ko jaldi index kar leta hai.To Chaliye dekhte hai blog ko Google,Bing,yahoo Search engine se kaise submit karte hai.

Blog Ko Google,Bing,Yahoo Search Engine Me Kaise Submit Kaise Karte Hai




Agr aap bhi abhi tak apne blog ko search engine se submit nhi kiya hai to aap jaldi kare.To Chaliye Apne blog ko Google,Bing,Yahoo Search engine me apne blog ko add kare.



3. Yahoo Me Submit Karna Jaruri Nhi Hai.

Google Par Apni Website (Blog) Ko Kaise Submit Kare

Google par apne blog ko submit karne ke liye sabse phle aap Yaha Click Kare.Ab aapke samne ek window open hoga jisme aap apne blog ka URL Dale Uske bad  i'am Not robot  par click kare.Ab Submit request par click kare.

Aapke samne upar ek massage aayega Your request has received and will be processed shortly.Iska matlv aapka blog google me submit ho chuka hai.


Bing Me Website (Blog) Ko Kaise Submit Kare



Bing Me blog ko submit larne ke liye www.bing.com ki site par jaye Singup kare.

1.Ab apne blog ka adress dale.Uske bad Captcha code dale uske bad submit ki button par click kare.

2.ab aap ke samne jo window open hoga jisme aapko  apne blog ka sitemap ka url dalna hai. jaisa ki meri website ka sitemap url hai www.gyanwebpoint.com/sitemap.xml aap bhi isi taraha apne blog ke address ke piche /sitemap.xml laga de.

3. Ab submit ki button par click kare,Ab aap fir se bing ke homepage par chala jayenge Jaha par aapko apne blog ko verify karna hai.

Bing Par Blog Ko Verify Kaise Kare


1. Sabse pahle Bing Ke home page par jaye
yaha par aapke pas 3 options dikhenge apne blog ko verify karne ke liye.
Option1. Place an XML file on your web server  
Option 2.  Copy and paste a tag in your default webpage. 

Option3. Add CNAME record to DNS

Yaha par Aapko Option 2 ko select karna hai.

ab option2 par click kare, Use bad  Ctrl+C  button daba kar code ko copy kare.




*Ab blogger.com se apna blog open kare.
* Template par click kare edit html par click kare.
*Ab ctrl+f button press kare or code search kare,Uske niche copy kiya gya code ko past kare.

*Ab save template ki button par click kare.

To dosto ab aapka blog Google,Bing,yahoo me submit ho chuka hai.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.



Ye Bhi Padhe.

*Blog Ke Liye XML Sitemap Kaise Banaye 

*SEO Friendly Blog Post Kaise Likhe 

*Blog Post Ke Liye Image Kaha Se Download Kare

2 Comments

  1. Kaya bing search engine main jodane se earning jayada hogi

    ReplyDelete
  2. bing search engine me blog ko submit karne ke blog ki traffic badhegi.To traffic badhegi to aapki earning me jada hoti hai .

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form