Google Adsense Par Invalid Click Kaise Roke 10 Tips

Hello blogger,Aaj ham aapko is post me batane wale hai Google Adsense Par Invalid click kaise rokte hai.Google Adsense sabse number 1 Ads network hai jo hame other ads se jada paisa deti hai.Google adsense ham apni blog/website me laga kar paisa kama sakte hai,Jab koi bhi vistor hamare blog ke ads par click karega to usse hame paisa milega.Google aadsense account Aprroved hone ke bad hame Adsense par invalid click hone se bachana bhut he jaruri hota hai,Kyu ki Invalid click se hamara google adsense account block bhi ho sakta hai.
Google-Adsense-Par-Invalid-Click-Kaise-Roke
Google Adsense Par Invalid Click Kaise Roke

Aapne sabhi ne dekha hoga Google adsense ke performance report me Ads par click hone par bhi hamari earning kabhi kabhi nhi hoti hai,Iska karun hota hai ads par Invalid click hona.Adsense Invalid click ka hame koi bhi paisa nhi deti hai.Hame apne adsense account par Invalid click ko rokne ke bare me kuch karna bhut jaruri hota hai.Mai aapko Is post me puri tarah batane ka kosis karunga Google adsense par Invalid click kaise Rokte hai.

Invalid Click kaun kaun hote hai.



1.Jab User Ads me bataye link Ki jagah par kahi or click karta hai.

2. Jab use ads ko apni site ka hissa samjh kar click karta hai.

3.Jab use ads par click nhi karna chata hai or ads par galti se click kar deta hai.

Adsense Account Ko Invalid Click Se kaise Bachaye

To dosto mai aapko adsense account ko invalid click se bachane ke liye kuch tips batane ja raha hu jisse aap follow kar aap apni adsense account ko safe rakh sakte hai.

1. Follow Adsense Policy-

Agr aap adsense use hai,Agr aapke pass adsense account hai to aapko google adsense ke rule ko follow karna hoga.Iske liye aap adsense ki policy ko check karte rahe.Agr aap adsense ki policy ko time time par check karte hai to aapki adsense account safe rahega.

2. Stop Relation With Bad Habits-

Aapko sabse phle bad blog/website se apna relation todna hoga.Bad blog se mera matlv ye hai jis blog/website par adult chez share ki jati hai.Aapko in sabhi chez se bachna hoga.Ye sab use aapke blog par ganda comment bhi karte hai or isse aapke blog ki traffic bhi nhi milti hai.


Read.Adsense Account Block Hone Ke 10 Common Mistakes

 3. Good Relationship With Your Reader-

Aap apni vistor ke sath accha rishta banaye.Aap unhe adsense par invalid click ke bare me bataye.Aap apni blog par pravicy policy page bana kar aap apne blog ke rule ke bare me likhe.Jisse koi bhi vistor aapki blog par invalid click nhi kar sakte.

4. Spam Traffic-



 Agr aapke blog par Achanak traffic badhgayi hai,to isse agr aapko paresani ho sakti hai.Isse aapko ads par double click mil sakte hai.Is sab se bachne ke liye aap spam comment ko block kar sakte hai.

5. Don't Click Ads-

Aap khud ke ads par kabhi click nhi kare.Agr aap Adsense ke ads par khud click karte hai to isse aapka adsense account block bhi ho sakta hai or isse aapke adsense ki cpc bhi low ho sakti hai.

6. Do Not Share Ads Code-

Aap apne ads code ko kisi other blogger ke sath share nhi kare.Aap apne ads ko verify site par he use kare.

7. Don't Buy Paid Traffic-



Adsense paid traffic allow nhi karta hai.Adsense sirf usi vistor ko jada pasand karte hai jo apni marzi se aapki site par aate hai.Aap kabhi hi paid traffic ka istmal nhi kare,Paid traffic se aapke adsense par invalid click ho sakta hai jisse aapka adsense account block ho sakta hai.

8. Adsense Ads Colour-

Aap adsense ads ke colour ko change kar sakte hai iske liye adsense allow karti hai,Par iska matlv ye nhi ki aap ads colour ko apne blog ke colour se bilkul match kar de.Adsense Chahta hai ki use apni marzi se ads par click kare.

9. Don't Use Popular Ads-



Adsense ko invalid cick se bachane ke liye aap apni site se popular ads lagana band kar de,Kyu ki google adsense popular ads par huye click ko invalid click samjhta hai Isse aapka adsense account band bhi ho sakta hai.

10. Report To adsense Invalid Click Activity-

Agr aapko Aisa lagta hai ki hamare blog par invalid click ho raha hai to aapko just Google adsense ko report karna chahiye.


I hope dosto aap hamari is post me agr follow karte hai to aap apne adsense ko invalid click hone se bacha sakte hai,Isse aapka adsense accout safe rahega.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

2 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form