Google Adsense Me CTR Kya Hota Hai Full Guide


Hello Blogger,Aaj ham aapko is post me batane wale hai Google adsense me ''CTR'' Kya hota hai.Aap sabhi log google adsense ka name jarur sune honge.Jo log blogger hai ya sabhi log blog banane ke bad google adsense ka ads blog par laga kar paisa kaman chahte hai.Blogging se accha paisa kamane ke liye google adsense se best ads koi or nhi hai.Bhut sare log Google adsense me CTR kya hota hai iske bare me nhi jante hai.Is post me mai aapko CTR Kya hai iske bare me puri jankari dene ja raha hu.
Google-Adsense-Me-CTR-Kya-Hota-Hai
Google Adsense Me CTR Kya Hota Hai


Sabhi blogger ke liye CTR bhut he importent fact hota hai.Agr aap ek blogger hai agr aap apne blog par google adsense ka ads lagaye hue hai to apko CTR rate ka hona bhut he jaruri hota hai.Aap apne blogging accha paisa kamane ke liye Ctr bhut jaruri hai,Kyu ki google adsense ki income CTR ka he depend hoti hai.To chaliye dekhte hai Google adsense me CTR Kya hota hai.

Google Adsense Me CTR Kya Hota Hai




CTR Ka matlv Click Througt Rate hota hai. Aapke blog par ads par kini bar click hui hai,Or aapke blog par Aaye kitne vistor ne aapke ads ko dekha hai iski counting CTR ke dwara hoti hai.

CTR=Number Of Cick/Number Of Seeing Advertisement

CRT%=Number Of Ad Click*100/Number of Seeing Adverisement

To Dosto Jaisa ki aap upar dekh rahe hai man Aapne apne blog par adsense ka ads lagaye huye hai, 100 Logo ne aapke ads ko dekha lekin aapke ads par sirf 5 logo ne click kiya To isse aap samjh jaye aapke blog ki CTR 5% hui.Aapke blog par CTR jitna jada hoga Utna jada Advertisment Aapke blog par google ke dwara diya jayega. So aap ads ko us jagah lagaye jada click hone ki chance jada hota hai.


Bhut sare blogger ka kahna hai meri CTR percentage acchi hai hai fir bhi uski Ctr tulna me bhut kaam hai.To ai un blogger ko bata dena chahta hu kabhi kabhi ads par jada se jada click hone se hamari acchi income nhi ho pati .Acche income ke liye Hamare blog ki CTR rate high hone kesath sath blog par high wuality advertisement bhi hona bhut he jaruri hota hai.

To dosto Ab aap acche se samjh gaye hone CTR Kya hota hai.To doto agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form