Computer Ki Speed Fast Kaise Kare 5 Tarika


Computer-Ki-Speed-Fast-Kaise-Kare
Increase Computer Speed

Aaj ham aapko batane wale hai ''computer Ki Speed Fast Kaise Kare''.Aaj hal sabhi log ke pass computer hota hai,Kya aap apne computer ki speed slow hone ke karun paresan hai to aap is post ko aage acche se padhe.Kuch log jab apna computer ka use karte hai to computer fasne lagta hai speed slow ho jati hai.Computer ki speed slow hone ke bhut sare karun hote hai jiske bare me ham aapko batane wale hai jisse aap acche se follow kare.

Computer Ki Speed Badhane Ka Tarika

1. Computer Ki Screen Ko Khali Rake-




 Bhut sare Aise log hote hai jo apne computer ki destop screen par had se jaida file ko rakhe huye rahte hai,To isse bhi computer ki speed slow ho jati hai.Agr aap apne computer ki screen par jada software install kare huye hai to aap use uninstall kare.Aap apne destop par utna he software ko rakhe jiski aapko jarurat ho.

2. Computer Me Recycle Bin Ko Khali Rakhe-

Agr aap apne computer ki speed badhana chahte hai to aap apne computer me recycle bin ko hamesa kahali rakhe.Bhut sare log computer se data ko delete karne ke bad use uhi chod dete hai.Jab ham koi bhi file ko computer se delete karte hai to wo recycle bin me chala jata hai.Aap Time Time par recycle bin check kare or waha se sabhi data detete kare.

3. C Drive Khali Rake-

Apne computer Ki C Drive ko hamresa khali rakhe.C Drive computer ka sabse importent part hota hai.Agr aap C Drive me koi bhi file ko dalte hai isse aapka compter hang ho sakta hai. Isliye aap apne computer ki speed Agr badhana chahte hai to Aap C Drive Ko Kuch nhi kare.


4. Antivirus Ka Use Kare-

Antivirus Sabse Importent hai computer ke liye.Jab ham computer par intrenet istmal karte hai ya kisi karun bas hamare computer me virus chala jata hai jisse hamare computer ki speed kam ho jati hai.Apne computer me ek accha antivirus ka use kare or time time par scan karte hai isee aapke computer kafi fast kaam karegi.



 *Computer Se Video Editing Kaise Kare

* Computer Software Download Karni Ki Top 10 Website

5. Hardware Ko Change Kare-


Hamare computer kabhi kabhi hardware ke karun bhi hang karne lagta hai iski speed slow ho jati hai.Purana hardware ka istmal karne se kabhi kabhi hardware me problem aajati hai jise hamare computer ki speed slow ho jati hai.

6. Computer Ko Reset Kare-

Jab ham kafi time tak apne computer par work karte hai tab hamare computer ki speed slow ho jati hai,Kyu Ki kisi bhi chez ko jada use karne se usme problem to hogi na.Jada dher tak Computer open karne se aapka pc garam ho jata hai,Isliye thora reset kare computer ko.Isse jab aapka computer open hoga tab uski speed fast hogi.

To dosto Agr Aapko meri post pasand Lagi ho to hame comment karke jarur bataye.Or is post me share jarur kare

*Computer Me Intrenet Ki Speed Kaise Badhaye

*Google Chrome Browser Ka Bckground Kaise Change Kare

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form