Es post me ham aapko batane wale hai SEO Friendly Blog post kaise likhte hai.seo friendly post ka matlv hota hai jo post ham likhte hai par us post ko optimize serch engine karti hai.dekha jaye to agr ham koi SEO Friendly blog post likhte hai to hame ek post se bhut sara Traffic google serch se milta hai,jo ki kafi jaruri hota hai sabhi blogger ke liye.Es post me ham aapko yese kuch bate batane wale hai.jab ham koi post ko SEO Friendly likhte hai to wo post serch engine par turant Aa jata hai.To Aap ek bato ka hamesa dhayan me rakhe aap jab koi bhi post likhte hai to wo SEO optimization ho.
To aaj mai aapko kuch seo ke bare me janakri dene wala hu jisko aap follow kar apni blog ke post ko serch me la sakte hai.
SEO Friendly Blog Post Likhne ka Tarika
1-Blog Post Ka Keyword Ko pahchane-
ye bhut jaruri hota hai blog post ke keyword ko janne ka.jab bhi ham koi post likhte hai to hame sabse phle us post ke men keyword ko janne ka paryas karna chahiye.bhut sare new blogger yahi galtiya karte hai jiske karun uska post serch me nhi aata hai,to bina keyword jane koi bhi post na likhe.Aap apni blog post ke keyword ko janne ke liye aap google Aword tool ka use kar sakte hai ye free servis hai yaha aap aasani se apne blog se reletiv keyword ko serch kar sakte hai.dhayan rahe jab aap keyword serch karte hai to hamesa popular keyword serch kare kue ki popular keyword already optimize hota hai.seo friendly post ko bnanae ke liye hamesa es bato ka dhayan rakhe.
2-Apne Keyword Ko Post Me Kaha Use Kare-
jab aap keyword ko serch kar apne popular keyword ko hmesa dhayan me rakhe ya koi paper par likh le.mai bata du aap jitna jada keyword apne blog post me use karenge utna jada accha hoga ,Aapka post SEO Potimization hoga.Mai aapko kuch yese jagah ka nam batane wala hu jaha aap apne popular keyword ko use kar sakte hai.
#Tittle
#SerchDescription
#permalink me
#Image optimize me
#H1,h2,h3 Heading me
#keyword Density me
3-Image ko optimize kare-
Seo friendly post likhne ke liye hamesa apne image ko optimize kare.image ko optimize karne se aap apne blog post ko google par first rank par la sakte hai,jisse Aapki blog ki traffic bhi badhegi.Apne blog ke post ko optimize karne ke liye aapko apne bloh post ke image ko ALT Tag Description dena bhut jaruri hai.Alt tag description me aap apne blog post ka poplur keyword ka Estmal kare.Image ko aap jitna accha se optimize karenge aapke post ko google serch me utna value milega or aapke blog ki traffic bhi badhegi.blog post ke image ko optimize karne se aapka blog seo friendly ban sakta hai.
*Blog post Par Comment Waiting kaise Enable kare
* Blog Post Ko Google Search Me First Page Par Kaise Laye
* Blog Post Ko Google Search Me First Page Par Kaise Laye
4-Search Description-
jab aap apna blog post likhte hai to aap serch description dena na bhule.serch description me aap apne blog ka post ke bare me target keyword ka use kare.dhyan rake serch description 150 se jada word ka paryog na kare.
5-Busre Blog Par Comment Kar Apni Blog Ka Backlink Banaye-
jab ham apni post ko likhte hai to ye sochte hai hamri post par jada se jada backlink bane rahe,ham apni post ka backlink banae ke liye ham dusri post par comment karte hai ya fir Gust post kar apni blog ka backlink banate hai.Blog post ke backlink ke liye hame hamesa legal method ka use karna chahiye,na ki kabhi bhi hame inlegl method ka use karna chahiye,kue ki inlegle method hame backlink nhi deta hai.To aapko apni post ko seo friendly banane ke liye hame apne blog ka backlink banana padega.
To dosto maine aapko apni es post me acche se samjhane ka paryas kiya hai ummed hai aapko ye post acchi lagi hogi to dosto hame comment kar jar bataye aapko kaisi lagi ye post.
Tags
SEO
Nice article sir..
ReplyDeletesir aapka blog wordpress par hai ya blogger par aur kaun sa templete use kiya hai sir..
ReplyDeletemai blogger par hu.or mere blog ke template ka name hindimehelp hai jo mai hindimehelp ke blog se download kiya hu
ReplyDeleteKetan Aapki blog maine check kiya kafi acchi blog hai.
ReplyDeleteachhi post hai
ReplyDelete