Google Chrome Browser Me Home Page Kaise Set Kare

Hello dosto,Aaj ham aapko is post me batane wale hai ''Google Chrome Browser Ka Home Page Kaise Set Karte Hai'''.Home page set karne se mera matlv ye hai ki jab ham google chrome browser ko open kare to jise hamne select kiya wo hamare home page par show kare.

Google-Chrome-Browser-Ka-Homepage-Kaise-Set-Kare

Google Chrome Browser Me home page set karne se hame bar bar alag se google search nhi karna padhega jab ham google chrome browser par click kareng tab hamare samn direct google open hoga.To chaliye dekhte hai googl chrome browser me home page kaise set karte hai.

Google Chrome Browser Ke Home Page Par Google Serach Engine Kaise Set Kare

Step 1. 
Sabse pahle aap google chrome browser ko open kare.

step 2. 
Ab Google Chrome browser Ki upar side me jo Dot hai uspar click kare.


Google-Chrome-Browser-Ka-Homepage-Kaise-Set-Kare

step 3.
Ab setting par click kare.

step 4.
Ab aapko search ke option ke samne ek drop down option milega,Uspar click kar apne home page ko select kare.
Google-Chrome-Browser-Ka-Homepage-Kaise-Set-Kare


Agr aapko meri post pasand aayi to plese ise share jarur kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form