Window Ki File Ko ISO File Me Convert Kaise Kare


Hello dosto,Aaj sabhi log jante hai window ki bootable pendrive banane ke liye window ki file ko sabse pahle Iso File me convert karna padhta hai,Ham iso file se he ham Pen drive me window ko boot kar sakte hai.To bootale pen drive banane ke liye sabse jada importent hota hai Window ki file ko Iso file me convert karna.To chaliye dekhte hai window ki file ko ISO File me Kaise Convert Karte hai.
Window-Ki-File-Ko-ISO-File-Me-Kaise-Convert-Kare
Window Ki File Ko ISO File Me Kaise Convert Kare

Window Ki File Ko ISO File Me Convert Kaise Kare

Window Ki file ko ISO File me convert karne ke liye hame sabse pahle ek software ki jaruri hoti hai.Ham jis software se window ki file ko ISO me convert karte hai uska name hai imgbrun.

Step 1. Sabse pahle aap Imgbrun Name ka software ko niche diya gya link par click kar download kare.

                    Click Here Download ImgBrun


step 2. Imgbrun Download hone ke bad ise install kar open kare.Yaha par aapko bhut sare option dikhenge yaha aapko Create image file from files/folder par click karna hai.

Window-Ki-File-Ko-ISO-File-Me-Kaise-Convert-Kare

step 3. 

Window-Ki-File-Ko-ISO-File-Me-Kaise-Convert-Kare
Ab aap Source par click kar apna window ko select kare.

Brower for a folder par click kar aap apni window ki folder ko select kare.

Destination par click kar aap apni Iso file ko kaha par save karna chahte hai wo select kare.

Last me Build par click kare,jaisa ki aap image me dekh sakte hai.




Thori he dher me aapki window ki file Iso file me change hona shuru ho jayegi.To dosto Agr aapko koi problem ho to comment kar jarur puche.Agr aapko hamari post acchi lagi to plese share jarur kare.

*Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye

* Computer Se Delete Hua File Ya Data Kaise Recovery Kare

*Computer Software Download Karne Ki Top 10 Website

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form