Google Adsense Se 10 Dollar Par Day Kaise Kamaye


Aaj ham aapko Google Adsense Se 10 Dollar par day kaise kamaye iske bare me ham aapko batane wale hai.Agr aap adsens user hai to aapke man me hamesa ek bat chalta hoga adsense se jaida paisa kaise kamaye.Agr apke blog par 3000-5000 pageview hai to aap Aara se google adsense se roj 10 dollar kama sakte hai.

google-Adsense-Se-10-Dollar-Par-Day-Kaise-Kamaye

Google adsense se 10 dollar kamana kar koi blogger chahta hai.Adsense se par day acchi income karne ke liye aapko adsense ke bare me full information hona bhut he jaruri hota hai,Agr aap adsense ke rule ko acchi tarah apne blog par applay karte hai to aap Aarm se adsense se par day 10$ dollar kama  sakte hai.

Google Adsense Se Par Day 10 Dollar Kamane Ke Liye Importent Bate

Agr aapke blog par CPC,our CTR acchi hai to aap adsense se acchi paisa kama sakte hai.Agr aapke blog ki CPC Our CTR acchi nhi hai to aap adsense se kuch khas earning nhi kar sakte hai,isliye aapko is sab par dhayn dena chahiye.Aap Adsense Page RPM ko increase jarur kare,Agr aap adsense se par day 10 dollar kamana chahte ha.

Example- Agar aap 3000 pageview par roj 10$ kama rahe hai to aapko RPM 10/1000 hogi.

Google Adsense Se 10 Dollar Par Day Kaise Kamaye

How To Earn 10 Dollar Par Day From Google Adsense -


1. Adsense Page RPM

Agr aapka adsense Page RPM Acchi hai to aapki cpc bhi acchi hogi.Mai le Aapki RPM 4.5$ hai jiska matlv hai aap 1000 pagview pe par day 4.5 dollar kama rahe hai.10$ Earn karne ke liye kam se kam aapka page RPM 4.5$ Hona jaruri hai.


Read *Adsense RPM Kya Hai Our Adsense RPM Increase Kaise Karte Hai

2. Search Engine Traffic

Adsense se 10 dollar par day kamane ke liye aapke blog par search engine se origanic traffic hona chahiye.Agr aapke blog par 3000 traffic search engine se hoti hai o aap adsense se aaram se 10 dollar par day kama sakte hai.Search engine se aaye vistor ko adsense jaida maine rakhta hai,So jada kosis kare pahle blog ki traffic badhane me.Jab tak aapke blog par traffic nhi hai tab tak aap adsense se paisa kama nhi sakte hai.

Search engine se acchi traffic blog par receved karne ke liye aapko SEO ko acchi tarah samjhan hoga.Jab tak aap seo ko pri tarah nhi folow karte hai tab tak aapke blog ki traffic nhi badhti hai.



3. Target  Country

Blog post likhne ke liye jaruri hai us country ko taret karna jiski par click cpc high hoti hai.Adsense india me lagbhag par ads click ka 0.010$ deta hai.But USA,UK jaisa country me adsense ads par click ka 5$-10$ tak par karta hai.Agr aap USA or Uk jaisi country ko target kar us par post karte hai tab aap ek din me aaram se 10 doller kya 100 dollar par day kama sakte hai.

Hindi blog par USA country ko target karna bhut muskil kam hai,But aapke pass koi other English blog hai to aap us blog par post kar USA ka traffic blog par Receved kar sakte hai.Or Adsense Se par click ka 5-10 dollar kama sakte hai.To aaj ke kosis kare acchi post karne ka.



4. Ads Pacement

Adsensese acchi earning karne ke liye traffic he jada jaruri nhi hota hai.Blog par Traffic ke sath ads ko acchi tarah placement karna bhut he jaruri hota hai.Agr aap jaida se jaida ads ko apne blog par lagate hai to aapki adsense CPC low ho jayegi.Adsense policy ke Anusar aap ek post me 3 Dusplay or 3 link ads laga sakte hai.

Blog post ke pass pass me ads placement nhi kare.Adsense ka ads ek dusre se kafi hat kar lagaye,Jisse aapki cpc jada milegi.Our aap par click ka jaida paisa kama sakte hai.


Read *Mobile User Ke Liye Adsense Ads Placement Kaise Kare


I hope dosto,Agr aap is chez ko follow karte hai.Jada tar agr aap USA,UK country ka vistor apne blog par receved kar sakte hai to aap Aram se ek din me adsense me 100 dollar tak earn kar sakte hai,bhut iske liye English blog ka hona bhut he jaruri hai.

Agr aapko meri post pasand aayi ho to plese is post ko share jarur kare,Our Aap hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form