Computer Me Connect WiFi Password Kaise Pata Kare


Hello Dosto,Aaj ke is post me ham aapko batane wale hai ''Computer Me Connect Wifi Password Kaise pata kaise kare''.Kya aapne kabhi bhi apne computer me wifi ke jariye internet use kiya hai.Agr han to bhut bar aisa hota hai ki ham computer me connect wifi password bul jate hai.Wifi password bhul jane par ham kisi bhi other pc ya computer me wifi connected nhi kar sakte hai jise hame thori bhut paresani ka kamna karna padh sakte hai.To mai aap sabhi ko is post me batane wala hu computer me connect wifi password kaise pata karte hai.
Computer-Me-Connected-Wifi-Password-Kaise-Pata-Kare
Computer Me Connect Wifi Password Kise Pata Kare

Aap yaha aapko window 7 me connected wifi password pata kaise karte hai iske bare e batane wala hu.Aap same process kar window 8 me bhi connect wifi password ko check kar sakte hai.

Computer Me Connected Wifi Password Kaise Check Kare

Agr aap ke sath bhi aisa hua hai ya ho bhi sakta hai isliye aap is tricks ko jarur padhe.Kyu ki jab kabhi aap apne computer se conncet wifi ka password bhul gye to aapko us password ko pata lagane me problem nhi hogi.To chaliye aap hamari step ko follow kare.

Step 1. Sabse Pahle aap apna computer open kare jisme aapka wifi cannect ho.

Step 2. Control Pannel Open kare.

Step 3. NetWork And Internet Ki Button Par click Kare.

Computer-Me-Connected-Wifi-Password-Kaise-Pata-Kare

Step  4. Ab Next Page open hoga yaha Network And Sharing center par click kare.

Computer-Me-Connected-Wifi-Password-Kaise-Pata-Kare


 Step 5.

Computer-Me-Connected-Wifi-Password-Kaise-Pata-Kare


 Read Computer Se Delete Hua File Kaise Recovery Kare

       *Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Fast Kare

# Cannect wifi name par dubble click kare.
# Wirless Propaties par click kare.
# Security Par click Kare.

Computer-Me-Connected-Wifi-Password-Kaise-Pata-Kare

# Show Password Par click kare.
Ab aap apne computer ya laptop me connect wifi password dekh sakte hai.Friend Maine jo aapko bataya hai ummed karta hu aapko meri ye post safi acchi lagi hogi.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye Or is post ko apne friend ke sath share jarur kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form