Gmail Ka Profile Picture Kaise Change Kare


Gmail Ka Profile Picture Kaise Change Kare Aaj ham aapko is post me batane wale hai.Gmail Account sabhi ke pass hota hai.Aaj kal gmail ke bina kuch bhi nhi hota hai.Sabhi online kamo e email id bhut he jaruri hota hai.Aap sabhi log gmail par apna profile picture laga sakte hai our change bhi kar sakte hai.Agr aap bhi apna ''Gmail ka profile picture change'' karna chahte hai to aap hamari step ko follow kare
 .

Gmail Ka Profile Picture Change Kaise Karte Hai

Agr aap bhi apna gmail account ka profile picture change karna chahte hai to aap hamari step ko follow kareGmail ka profile picture change karna bhut he simple hai.

Step 1. Sabse pahle aap apna gmail account me login kare.

Step 2.  Upar Side me aap apne profile picture par click kare.

Gmail-Ka-Profile-Picture-Kaise-Change-Kare

Step 3. Ab change par click karna hai.Aap screenshort ko follow kare.

Read *Photo Ka Background Kaise Change Karte Hai


Step 4. Ab New tab open hoga yaha par aap ''Select a photo from your computer'' par click kare

Gmail-Ka-Profile-Picture-Kaise-Change-Kare

Step 5. Ab computer se picture ko select karne ke bad Set as profile photo par click kare.



Ab finnely aapke gmail account ka profile picture change ho chuka hai.I hope aapko meri post jarur pasand Aayi hogi.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment me jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form