PAN Card Status Check Kaise Kare (How To Check PAN Card Status)


Aaj ham aapko is post me batane wale hai ''Pen Card Status Check Kaise Karte Hai''.PAN Card ka use log id proof ke liye bhi karte hai.PAN Card bhut he importent hota hai busnees wale logo ke liye.PAN Card ko abhi tak Adhar card se compare nhi kiya ja sakta hai.Pan Card Ka Status Ham Online Check Kar Sakte Hai.Pan card banan bhut he jaruri hai,Agr aap income tex ke andar aarahe hai to.Bank me ham pan card ko add karte hai to wo hamare sabhi transcation par nazar rakhta hai.Aap sabhi log jante honge,Balk me lambi rashi jaise 50000 se adhik paisa jama karne ke liye pen card bhut he jaruri hota hai.Ham aapko yaha batayenge pen card ka status kaise check karte hai.

 Pan Card Ki Jarurat 

* Jab ham naya bank account kholwate hai tab hame pan card ki jarurat padhti hai.
*Credit ya debit card apply karne ke liye hae pan card ki jarurat padhti hai.
*Bank me 50000 Se jada paisa depost karne ke liye pan card ki jarurat padhti hai.

To ye kuch jarurat hai jaha hame pan card ka istmal karte hai.Our bhi bhut sare kamo me pan card ka istmal kiya jata hai.

PAN Card Ka Staus Kaise Check Karte Hai (How To Check PAN Card Status)

Agr aap pan Card ka staus check karna chahte hai to aap hamari step ko follow kare.



Step 1. Sabse pahle aap officail website ko link par cick kare our open kare.


Step 2. Aap aapke samne ek application aayega,Yaha par aap PAN ko select karna hai.

Step 3. Ab yaha par aap apna Acknowledgement ko select karna hai.Agr aap apna ackowledgement number yad nhi hai to aap yaha par apna Date of bith bhi dal sakte hai.

Step 4. Ab submit ki button par click kare.


Read *Kisi Bhi Mobile Operoter Se Talk Time Loan Kaise Lete Hai 

Ab aapka Pan card ka staus aaapke scrren par show karega.Aap yaha apna pan card ko check kar sakte hai.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form