Hello Dosto,Aaj ham aapko batane wale hao Vodafone Sim me free internet kaise chalaye.Agr aapke vodafone sim card me internet data nhi hai to aap apne mobile par free internet use kar sakte hai.Ye jo mai tricks batane wala hu ye india me bhut sare state par work karti hai.Aap Data pack ke bina free internet chala sakte hai.Aapko apne phone me bas vpn app ko download karna hoga.Aapko internet use karte wakt koi problem bhi nhi hogi.Aap Aaram se internet chala sakte hai.To chaliye aap hamari step ko follow kare
Step 3. Apps ko install karne ke bad( c:program fileNMDVPNcofig) Me configuration ko past kare.
Vodafone Me Free Internet Kaise Chalaye |
Vodafone Me Free Internet Use Karne Ke Liye Kya Kya Chaliye
1. 3G Vodafone sim card
2.0 blance
3. Net pack ki validity One day
4. 1mb/s Speed
5. VPN App ( Download VPN App
Tricks Features
1. Vodafone free internet tricks ka istmal kar aap high speed internet chala sakte hai.
2. Ye tricks mobile our pc dono par work karta hai.
3. Aap Onilne video dekhne ka bhi istmal kar sakte hai.
4. Bhut sare Aise state hai jaha ye tricks kaam nhi karta hai.
Mobile Me Free Intrenet Kaise Chalaye
Mobile me free intrent chalane ke liye hame step by step follow kare.
1. Sabse pahle aap apne mobile me Vpn app ko download kare. (Download Vpn)
2. Ab configuation file ko aapko sd card me download karke extract kare,
3. Ab VPN App ko install kar,Open kar le.
4. VPn configuation file ko vpn folder me add kar le.Uske bad apna on ka internet our connect kare.
Ab aap apne android phone me free internet ka istmal kar sakte hai.
Usename- vpnbook
password- 3tukequt
Password hamesa time time par change hota rahta hai.Aap is link par click kar apna new password jan sakte hai.
Pc Me Free Internet Kaise Chalaye
Pc me free internet chalane ke liye aap hamari step ko follow kare.
Step 1. Sabse pahle aap apne pc me NMD VPN name ka app ko download kare.(Download NMD VPN)
Step 2. Ab aapko configuration file ko download kare.(Download)
Step 3. Apps ko install karne ke bad( c:program fileNMDVPNcofig) Me configuration ko past kare.
step 4. Agr aap window 7,8 ya window 10 use hai to aap NMD VPN ko administor me use kare.
step 5. Ab aap intrenet on kare our ab aap Vodafone me free internet ka istmal kar sakte hai
Agr aapko vodafone me free internet use karne ke kahi koi problem ho rahi hai to aap hamse puch sakte hai.Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame jarur bataye,Our is post ko share jarur kare.