Blog Post Ke Topic Ke Liye High Quailty Keyword Kaise Search Kare


Hello dosto,Aaj ham aapko batane wahe hai blog post ke topic ke liye ''high quailty keyword'' kaise search kare.Blog post likhne ke liye post me high quaitly keyword ka hona bhut he jaruri hota hai.Agar aap google search se blog par high traffic lana chahte hai to aapko post me higt quailty keyword ka use karna bhut he jaruri hai.

Blog-Post-Topic-Ke-Liye-High-Quailty-Keyword-Kaise-Search-Karea

Keyword ke bina post karne par aapke blog par traffic nhi ke barabar hogi.Man liya jaye ki aapke blog par 500 post hai out traffic only 1000+ hai,To ap Uhi samjh le aapke blog me quilty keyword nhi hai jisse aap google search engine se traffic receved nhi kar pa rahe hai.Blog post ko high rank par lane ke liye high keyword ka hona bhut he jaruri hota hai.

*Blog Post Ko Google Search Me Top Rank Par Kaise Laye 8 Tips

* Blog Ya Website Ki Ranking Kaise Increase Kare

* Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Without SEO Ke

Agar aap post topic ke liye high quailty keyword search kar blog me istmal karte hai to aap 50 post par 2000-3000 Traffic Aram se apne blog par la sakte hai.But iske liye jaruri hai to wo high quailty keyword.Aapke blog me jitna jaida high quailty keyword hoga aapke blog ko google me utni acchi ranking milegi.

Blog Post Ke Topic Ke Liye High Quailty Keyword Kaise Research Kare



Mai aapko ek Aisi website ke bare me batane ja raha hu jaha par aap post ke topic par keyword research kar blog post likh sakte hai.Hubspot ek Aisa website hai jaha aap high quaily keyword research kar sakte hai.

Step 1. Sabse pahle aap Hubspot Blog Topic Genretor ki website ko open kare.

Step 2. Ab ek page ope hoga.
Blog-Post-Topic-Ke-Liye-High-Quailty-Keyword-Kaise-Search-Karea

1.  Yaha apne site se releted keyword inter kare.
2. Apna second keyword inter kare.
3. Apna 3rd keyword inter kare.
4. Give my blog topic par click kare.

Step 3. Ab next page me aapko high quailty se releted 4-5 topic raning show karega.Ab aapko yaha jo pasand aaye aap use istmal kar sakte hai.
Blog-Post-Topic-Ke-Liye-High-Quailty-Keyword-Kaise-Search-Karea



 Read * Blog Post Me Keyword Kaha Our Kaise Use Kare


Ab aapko high quailty keyword mil chuka hai,ab aap jis topic par man kare aap us topic par apna post likh sakte hai.



I hope aapko is post me blog post ke topic ke liye high quailty keyword search karne me koi problem nhi hogi.Agar aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye,Our Is post ko jarur share kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form