Blog Post Ko Google Search Me Jaldi Kaise Laye


Aaj ham apko batane wale hai blog post ko google search me jaldi kaise late hai.Blog par post publish karne ke bad log use oogle par search kar dekhte hai ki post google search par aaya ya nhi.Bhut sare blog ke post Aise hote hai jo 2-3 din bad google search result me aata hai.Aisa isliye hota hai aapke blog post seo friendly nhi hai.Seo friendly post hogi to aapi post 2-3 min ke Andar google search me Aajayegi.

Blog-Post-Ko-Google-Search-Me-Jaldi-Kaise-Laye

Blog post Google me fast index nhi hote hai isk kuch karun hai jiske bare me ham aapko is post me batayenge.Agar aapki apne blog post ko google search me fast index karna chahte hai to aap hamari step ko follow kare

Google Search Me Blog Post Jaldi Kaise Laye



Google search me blog post ko jaldi lane ke liye mai aapko kuch rule batane ja raha hu agr aap ise dhayn se foolow karte hai to aapki post 1-2 min me he search me aajayegi.

1.  SEO Friendly Likhe

Seo friendly post likhne se aapka post google me fast index hoga,Our aapki post bhut he jaldi search result me dikhegi.Agar aap seo friend post agar karte hai to aap jab post likhne ke bad publish karoge wo turat search me aayega.

2. Blog Post kam se kam 10000 word me likhe.Isse kam post likhne par google aapki post ko index nhi karega,Our aapki post ko search me aane ke liye 2-3 din lag sakta hai.Isse aap kuch traffic ko loss kar jaoge.

3. Blog post Seo optimize hona bhut he jaruri hai.Blog par koi bhi picture upload karne ke bad use acchi tarah optimization kare

4. Blog post me keyword ka istmal jaida se jaida kare.

5. Blog post me post ke anusar label our catageries ka istmal kare.

6. Regular Post kare.Lagatar Blog Ko Update karte hai.Agar aap blog regular update karte hai to google ko aapke blog ke bare me pata chalta rhega.Isse google search me aapke blog ki ranking bhi high hogi,Our google search me aapka new post publish karne se bad jaldi search me aajayega.



* Blog Post Ko SEO Friendly Kaise Likhe

Summery-



Agar aap apne blog post ko jaldi search me lana chahte hai to aapko apne blog par seo friendly post likhna hoga,Our post me keyword ka istmal karna hoga.Jab bhi aap post likhte hai tab kosis kare post jitna long ho sake aapke liyeutna accha hoga,Kue ki aap jitna long post likhoge post me keyword utni bar istmal hoga.Isse aapke blog ko google search me acchi ranking bhi milegi our aapki post google me jaldi show karegi.

Blog par aap par day 1-2 aapko jitna ho sake post publish karte hai.Isse google search console bhi aapki post ko lagatar index karta rahega.Isse aapki post jaldi search me aayega.


I hope agar aap is chez ko follow karte hai to aapki post 2-3 min me google search par aayegi.Agar aapko meri post pasand aayi ho to plese Ise share our hame comment karke jarur bataye.

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form