Blog Post Publish Karne Ke Bad Use Promote Kaise Kare Full Guide


Aaj ham aapko batane wale hai Blog Post Publish Karne ke bad use promote kaise karte hai.Agar aap ek blogger hai to aapke liye sabse jaida jaruri hota hai blog ki traffic.Blog ki traffic badhane ke liye log kya kuch ni karte hai.Traffic har blogger ka ek sapna hota hai,Blog se accha paisa kamane ke liye most importent hota hai blog par traffic.Blog post ko likhne ke bad use promote karna bhut he jaruri hai.Mai aapko yaha blog post publish karne ke bad use promote kaise karte hai iske bare me puri jankari denga.
Blog-Post-Promote-Kaise-Kare

Blog post publish Karne ke bad aap use social networking site par share kar sakte hai.Aap sabhi log Jaida se jaida facebook,Google plus par share karte honge.Hlaki facebook our google plus bhut accga platfrom hai jaha ham blog post ko share kar traffic receved kar sakte hai,Lekin kuch or bhi jagah hai jaha se ham apne blog ki traffic badha sakte hai.

Blog Post Likhne Ke Bad Use Kaha Kaha Share Kare



1. Facebook

Facebook sabse best social networking site hai.yaha aap apne blog ka facebook page bana kar ya apni post ka direcet link share kar aap apne blog post ko promote kar sakte hai,Jisse aapke blog par kafi vistore aayenge.Dekha gya hai Par day sabse jaida use koi social networking site par active rahte hai to wo hai facebook.To aap samjh chuke honge blog post likhne ke bad hame kaha share karna jaruri hai.

facebook par bhi bhut sare group hote hai jise aap join kar aap apne blog post ko promote kar sakte hai.Ek group me bhut sare member add hote hai jisse aapka post un logo tak pach payega.

2. Google plus

Facebook ke bad google plus bhi ek accha rasta hai blog ko promote karne ke liye.lagbhag 70% log google plus par bhi active rahte hai.Blogger blog ne google plus par post share karne ki suvidha diye huye hai.Agar aap blog ki setting me jakar google plus post automatic share ko enabel kar dete hai to jab aap post publish karenge post google plus par khud share ho jayega.

Google plus par aap Google Community Group join kar bhi apne blog post ka promote kar sakte hai.Google plus par bhut sare group hote hai,Lagbhag ek group me lakho member hote hai Agar aap waha ek do grop join kar aap apne post ko waha share karte hai to un logo ko aapke blog ke bare me pata chalega our aapke blog ki traffic bhi badhegi.


* Blog Ki Traffic Kaise Badhaye SEO Ke Bina




3. Add URL Facebook frofile

Aap apne facebook profile ke deaitle me bhi apne blog ka Url add kar sakte hai.Jisse koi bhi log aapke facebook profile ko check karta hai to use aapke website ke bare me bata chalega.

4. Tweeter

Facebook ki tarah tweeter bhi acccha social networking site ban chuka hai.Facebook ke jaisa yaha bhi bhut sare log active hote hai.Aap yaha apne blog post ko tweet kar apne blog ko prmote kare.

5. Pinterst

Yaha par aa apne blog ka photo ko share kar apne blog ki traffic ko badha sakte hai.Ye un blogger ke liye hai jo blog me khud ke banaye gye picture ko apne blog par upload karte hai.Agar aap blog me khud ke banaye gye image ko dalte hai to aapke liye pinterst sabse accha hai.



6. YouTube

Agar aapke pass outube channel hai to aap apn video ko blog post ko add kar apne blog ki traffic badha sakte hai.Aap apne blog post ke liye video bana kar blog me add kaarne ke aapke channel ka bhi promote hoga our aapke blog ki traffic bhi badhegi.

7. Email Subscriber

Blog par emal subscribers lagaye.Isse jab koi bhi vistore aapke blog par aata hai agar aapke blog uske kam ka hai our wo aage bhi aapke blog par aana chahta hai to wo vistor aapke blog par lage email subscriber ko jarur subscribers karega.Isse jab bhi aap jab bhi new post karte hai aapka post automaticle un logo tak pahuch jayega jisne subscriber kiya hai.Isse aapke blog par traffic badhega.

To ye kuch simple tarika hai blog post ko promote karn ke liye.Agar aap ise follow karte hai to aap apne blog ki traffic ko badha sakte hai.

Agar aapko meri post pasand aayi ho to ise share jarur kare.Our koi problem ho to aap hame comment me puch sakte hai.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form