Aaj ham google adword ke bare me jange.Google adword kya hota hai,our ye hamare blog ya website ke liye kyu jaruri hai in sab sawalo ka jawab aapko is post me mil jayega.Google adwords google ki he ek servies hai.Agar ham apni website ko promote karna chahte hai to mai to kahunga google adword sabse best tarika hai blog ko promote karne ke liye.
Blog ya website ko google adwords se jodne ke bad jab koi bhi vistore hamare blog post se releted koi bhi jankari share karta hai to adwords hamari post google search ke top par dikhta hai,Our Our right side me hamare side ka ads bhi dikhata hai.
Google Adword Kya Hai
Blog ki traffic badhane ke liye google adword sabse best tarika hai.Mai upar bata diya hu jab koi bhi log hamare site se releted jankari google par search karta hai to adword blog ko google search me top par le jata hai,Our right side me hamare site ke ads ko bhi dikhata hai.
Blog Ya Website Ke Liye Google Adwords Kyu Jaruri Hai
Agar aap apne blog ko promote karana chahte hai apne blog par higt traffic lana chahte hai,Blog ko search engine me top par lana chahte hai to mai to kahunga google adword sabse accha raika hai.Ye aapke site releted ads show karta hai,jisse aapki aapke blog par higt traffic milega
Google Adword Kaise Kam Karta Hai
Mai aapko ek example de kar acche se samjhna chahta hu.Man lya jaye aap google adwors ki servis se jud gye hai.Ab aap apne blog se releted koi bhi jankari google par search karte hai to adword aapki blog ko google me sabse upar show karayega sath he sath aapke site se releted ads bhi show karata hai.Aap niche ke screenshort me dekh sakte hai.
Ab aap acche se jan chuke hai Google Adwords kaise kam karta hai.AGar aapko meri post pasand aayi ho to plese hame comment karke jarur bataye.
Read * Blog Ko Google Search Me Top Rank Par Kaise Banaye Rakhe