Google Adwords Par Account Kaise Banaye


Hello Dosto,Aaj ham aapko is post me google adwords ke bare me batane wale hai.Google Adwords Google ki he ek sirvies hai.Aaj ham aapko is post me Google Adwords par account kaise banaye ye batane wala hu.Google adwords ke bare me aap sabhi log jante honge tabhi aap is post ko read karne aaye hai.Google adwords keyword research karne ka tools hai.Jaha ham apne blog post ke liye keyword research kar sakte hai.Google Adwords Blog ki Traffic badhane ke liye sabse accha way hai.Jab ham koi post likhte hai to us post se releted keyword ko ham Google Adwords se research kar pata kar sakt hai.

Google-Adwords-Par-Account-Kaise-Banaye

Google Adwords me account banane  bhut he simple hai.Bas aapko apne email id se google adwords par sign in karna hai.Google adwords ka use ham apne blog ki traffic badhane ke liye bhi karte hai.Mai aapko google adwords ke bare me pahle bhi bhut kuch bata chuka hu.Google adwords kya hai our iska use kaise kare.Aap is post ko padh kar google adwords ke bare me acchi tarah samjh jaoge.To chaliye dekhte hai google adwords par account kaise banate hai.

Google Adwords Me Account Kaise Banaye



Agar aap google adwords me account banana chahte hai to aap hamari step ko follow kare.

Step 1. Sabse Phle aap Google Adwords ko open kare. 

Step 2. Ab Sign To Adwords par click kare.Our Apni Email id se Sign In Ho jaye.
Google-Adwords-Par-Account-Kaise-Banaye

Step 3. Ab aapke samne skip the duided Step ka option hoga uspar click kare.
Google-Adwords-Par-Account-Kaise-Banaye


Read * Blog Post Me Keyword Kaha Our Kaise Use Karte Hai

      * Blog Post Ko Google Search Me First Page Par Kaise Laye

     * SEO Tips- Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

Step 4. Ab ek page open hoga.
Google-Adwords-Par-Account-Kaise-Banaye


1. Email Id Dale.
2. Country Select Kare.
3. Time Zone select kare.
4. Currency ko select kare.
5. At last save and cantinue ki button par click kare.
Ab aap dekh sakte hai aapka google adwords par account ban gya hai.Ab aap Google adword ka use kar sakte hai keywords reserch kar sakte hai.


i hope aapko google adwords par account created karne me koi problem nhi hui hogi.Agar apko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form