YouTube Ke Liye Professional Video Kaise Banaye Full Guide

YouTube Ke Liye Professinal Video Kaise Banaye iske bare me mai aapko is post me puru jankari dene wala hu.Youtube ek aisa website hai jaha ham apna video upload kar paisa kama sakte hai.Bhut sare youtube channel wale hai online youtube se paisa kama rahe hai.Aapne dekha hoga jo kafi famous youtube channel wala hoata hai,Uski video ki quailty kafi acchi hoti hai,Our wo ek topic par apna youtube channel chalata hai.

Youtube video ke liye professional Video banan bhute he jaruri hota hai.Agar aap youtube me success hona chahte hai to aapko professional video banane par dhyan dena chahiye.Mai aapko kuch Aisa tarika batane wala hu jis topic ko follow kar aap apne video ko ek aacha quailty de sakte hai.To chaliye dekhte hai youtube ke liye professinal video kaise banaye.

YouTube Professinal Video Kaise Banaye



Agar aap mobile se video upload kar youtube par upload karte hai to aapka video aapke viewser ko pasand nhi aati hai iske liye video ki quailty our editing bhi bhut he jaruri hoti hai.

1. Video Quailty

Agar aap youtube ke liye video banana chahte hai to aap video ki quailty par jaida dhan de.Aap Aisa video banaye jo dekhne me kafi accha lage,Our video clear dikhe.

Agar aap apne mobile se recording par video bana rahe hai to hamesa dhayan de.Video acchi tarah record ho.Bhut sare video Aisa dekhne ko milte hai youtube par jo upar niche hilta julta rahta hai,Aisa video ko koi bhi log dekhna pasand nhi karte hai.Agar aap ek professinal video bana rahe hai to video ko accha tarah se record kare.

2. Research Video

Video banane ke liye aapko us video par research karna chahiye,Ki mai jo video bana raha hu wo video kaisa lagega logo ko.Aap jo video banane ki soch rahe hai wo search kare youtube par pahle se to Aisa video nhi hai jo ki mai bana raha hu.Agar youtube par upload ho aaoke topic se releted jaida video to aapko koi faida nhi ho Aisa video bana kar.

Video create karne se pahle full confrom kare ki mujhe kon sa video banana hai,Our kon sa video youtube par sabse kam hai.Aisa video banaye jo logo ke kam ka ho.


Read * Kisi Bhi YouTube Channel Ki Monthly Income Kaise Pata Kare



     *
3 . Video Story

Video banane se pahle video ke bare me puri informaion ko ek sath soch lena chahiye.Mai jo video bana raha hu uski kya story hogi.Agar aapke video ki story acchi hai to aapke youtube channel ko log jaida pasand karenege,Bina soche samjhe video youtube par upload nhi kare.

4. Video background

Aap apne video ko ek acche background par record kare.Jida bhir bhar jagah par video record kar upoad karne se video me bhut jaida sor gul sunai dega,Our aisa jagah par video accha nhi lagenge video dekhne walo ka hamesa dhan video ki main point par ho.Video Ek acche jagah par record karna sabse behtar hai.



5. Edit Background Voice

Agar ap video ki recoding kahi par kar rahe hai to kahi na kahi uske background voice sunai dete hai.Aisa voice ko kisi ideo editing software se hide kar de.Video me sirf wahi voice ho jiski logo ko jarurat ho.

6 . Edit Video

Video recording karne ke bad video ko kisi softaware Se Accha se edit kare.Vide me kahi bhi aisa part ho jiski video me jarurat nhi hai to use edit kare.Aapki video jitni acchi edit hogi.Vide dekhne e utna professinal lagega.





To Ye kuch tips hai YouTube ke liye professinal video banane ke liye.Agar aap youtube ke liye video bana rahe hai to aap is topic ko jarur follow kare.Ise follow kar aap apne channel par subscribers badha sakte hai,Our aap youtube ki duniya me success ho sakte hai

Internet Download Manager Ki Speed Kaise Badhaye

* QR Code Kya Hai Website (Blog) Ke Liye QR Code Kaise Banaye

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form