Mobile Phone Chori Hone Par All Data Kaise Delete Kare


Hello dosto,Aaj ham aapko is post me batane wale hai mobile phone chori hone par all data kaise delete kare.Jab kabhi hamara mobile kahi bhi kho jata hai to hame bhut paresani ka samna karna padhta hai,kue ki hamare mobile me bhut sare importenet data hote hai.Jaisa ki hamare mobile phone me kuch photo image,video hoti hai jisse agr wo phone kisi galat logo ke pass chal gya to wo iska galat istmal kar sakta hai
mobile-phone-chori-hone-par-all-data-delete-kaise-kare

To mai aapko is post me Ek aisa tarika batane wala hu jisse agr aap khoya hua mobile phone ya fir chori hua Phone ki sabhi data ko delete kar sakte hai.To chaliye dekhte hai chori hua phone mobile ka all data kaise delete kare.


Mobile Phone Chori Hone Par Uska All Data Kaise Delete Kare

How To Delete All Data lost your phone- Aap apne android phone ki all data computer ya kisi other smart phone se Google Android divies manager ki madad se delete kar sakte hai to chaliye aap hamari kuch step ko fllow kare.

Step 1. Sabse Phle aap Google device manager par jaye.Waha apne Android phone ki email id se login kare.


Step 2. Ab aapke samne aapke ek window open hoga jaha ap apna mobile model ko dekh sakte hai.Yaha par aapko Erase par clik karna hai.

Mobile-Phone-Chori-Hone-Par-All-Data-Kaise-Delete-Kare


Step 3. Ab aapko fir se Erase ka option dikhega aap uspar click kare.

Mobile-Phone-Chori-Hone-Par-All-Data-Kaise-Delete-Kare

Ab aapke smartphone ki all data delete ho jayegi.Is tarah aap Android device manager ki madad se aap apne khoya hua/Chori hua mobile phone ki all data jaise ki video,song,photo,app etc ko fectory delete kar sakte hai



* Android Phone Se Internet Data Transfer Kaise Karte Hai 
Agr aapko meri post pasand aayi ho to is post ko share jarur kare.Agr aapko koi problem ho to hame comment karke jarur bataye.

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form