Mai aapko ek Aisa tarika batane wala hu jisse aapke vistor aapke blog ko www our bina www ke sath aapke blog/website ko open kar sakte hai.
Blog Ke Domin Ko Bina WWW Ke Kaise Set Kare
To chaliye agr aap bhi ek blogger hai agr aap apne blog ke url ko bina www ke open karna chahte hai to aap hamari step ko follow kare.
Step 1. Sabse pahle aap blogger.com se apna blog ko open kare.
Step 2. Setting par click kare
Step 3.Ab Base par click kare.
step 4. Ab aap blog adress ke samne blog ke link par edit par click kare.
Step 5. Ab save ki button par click kare.
To dosto ab aapke blog ki setting ho chuki hai ab aap apne blog ko bina www ke open kar sakte hai.Ab aap apne blog ko without www laga kar open karke dekhe.Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.