Aaj mai aapko batane wala hu memory card ka size kaise badhaye.Aaj mai aapko Aisa tricks batane wala hu jisse aap apne memory card ki space ko badha sakte hai.Man liye jaye aapke pass 2 GB ka Memory Card hai to aapk 4GB ka memory card bana sakte hai.Agar aap is tricks ka use karna chahte hai to aapko ek software download karna padega.Software ki help se aap apne memory card ki size ko badha sakte hai.
Memory card ki size ko badhane ke liye aapko is tricks ka istmal computer par karna hoga,Ye mobile me work nhi karta hai.Agar aapke pass computer hai our aap apne memory card ka size badhana chahte hai to aap hamasri post ko padhe.
Memory Card Ki Size Kaise Badhaye
Memory card ka size badhane ke liye sabse pahle aap unlimited driver increase software ko google se download kare,Ab aage ka step ko follow kare.
Step 1. Software ko download karne ke bad install kar open kare.
Step 2. Software open hone ke bad aapke samne ek command prompt open hoga.
1. Ab Yaha aap apne memory card ka name dale our inter kare.
Step 3. Ab next window me aapko apne memory card ka drive parth dal kar inter button par click kare.
Step 4. Ab next window me aapko apne memory card me kitna mb size increase karna hai wo dalna hai.
Note-- Aap 16GB Se jaida apne memory card ka size nhi badha sakte hai.
Read * Pen Drive Me File Hide Unhide Virus Poblem Kaise Thik Kare
* Computer Driver Kya Hai Our Ise Kaise Download Kare
* Computer Off Hone Ke Bad Bhi Mobile Charge Kaise Kare
Step 5. Memory card ka size dalne ke bad inter ki button par click kare.
Ab thori dher processing lene ke bad aapka memory card ki size jaida ho gya hoga.Ab aapka memory ka space pahle se jaida hai,Ab aapke memory card 2GB Ki Jagah 4GB Space lega.Ab aap 4GB Tak data rakh sakte hai.Is tarah aap kisi bhi memory card ki size badha sakte hai.Agar aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.
* Computer Virus Kaise Banaye Notepad Ki Madad Se
* Apne Window Ki Product Key/Serial Key Kaise Pata Kare
* Computer Virus Kaise Banaye Notepad Ki Madad Se
* Apne Window Ki Product Key/Serial Key Kaise Pata Kare
Tags
android