Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu ''YouTube Par Kisi Dusre Ki Video Kaise Upload Kare Bina Kisi Copyright Issu Ke''.YouTube Ek Aisi Website Hai Jaha Par Ham Apni Video Upload Kar Paisa Kama Sakte Hai.Youtube Par Ham Usi Video Ko Upload Karte Hai Jise Hamne Khud Banaya Hai,Agar Aap Youtube Par Kisi Dusre Ki Video Ko Upload Karte Hai To Aapke Youtube Par Copyright Notic Aajayega,Iska Matlv Hai Ki Aap Kisi Dusre Ki Video Ko Aapne Youtube Channel Par Upload Kar Rahe Hai.Youtube Par Ek Aise Device Hoti Hai Jo Youtube Video Ke Real Owner Ko Automatic Pata Kar Leta Hai.Agar Aap Kisi Bhi Channel Ki Video Ko Aapne Channel Par Upload Karte Hai To Youtube Aapki Video Ko Block Kar Dega,Jisse Aapki Channel Par Copyright Strick Aa Jayegai.
YouTube Par Kisi Dusre Ki Video Upload Karne Ka Kuch Tarika Hai Jo Mai Aapko Batane Wala Hu.Jiska Istmal Kar Aap YouTube Par Kisi Dusre Channel Ki Video Ko Aapne Channel Par Bina Copyright Issu Ke Upload Kar Sakte Hai.
YouTube Par Kisi Dusre Channel Ki Video Apne Channel Par Kaise Upload Kare
YouTube Par Kisi Dusre Channel Ki Video Ko Apne Channel Par Ham Upload Kar Sakte Hai,Iske Liye Hame sabse pahle video ka license check karna hoga.Agar uske video ka licance creative commons ka hai to aap uske video ko Aaram se download kar aap apne channel par bina editing kiye upload kar sakte hai.
Creative Commons Licance Wo Hota Hai Jo Video Ke Real Owner Ke Dwara Diya Jata Hai.Agar Aap Kisi Bhi Video Ka Licanse Crative Commons Dikhe To Iska Matlv Hai Ki Video Ka Owner Is Video Ko Kisi Dusre Channel Par Upload Karne Ki Anumati Hame Deta Hai,Ham Is Tpye Ke Video Ko Apne Youtube Channel Par Bina Copyright Issu Ke Upload Kar Sakte Hai.To Chaliye Dekhte Hai YouTube Par Kisi Dusre Ki Video Upload Kaise Kare.
Creative Commons Licance Wo Hota Hai Jo Video Ke Real Owner Ke Dwara Diya Jata Hai.Agar Aap Kisi Bhi Video Ka Licanse Crative Commons Dikhe To Iska Matlv Hai Ki Video Ka Owner Is Video Ko Kisi Dusre Channel Par Upload Karne Ki Anumati Hame Deta Hai,Ham Is Tpye Ke Video Ko Apne Youtube Channel Par Bina Copyright Issu Ke Upload Kar Sakte Hai.To Chaliye Dekhte Hai YouTube Par Kisi Dusre Ki Video Upload Kaise Kare.
Step 1. Sabse Pahle Aap apna YouTube Account Me Login Kare.
Step 2. Ab aap jis kisi bhi video ko aap download kar apne channel par upload karna chahte hai use play kare.Jaisa ki aap niche image me dekh rahe hai.
1. Play Karne ke bad See more par click kare.
2. Ab licence ke samne dekhe, Agar yaha aapko ''creative commons Attribution licance'' likha hua hai to iska matlv hai ki ye ek free licanse hai is video ko aap apne channel par upload kar sakte hai isse koi bhi copyright issu nhi hogi.
Youtube Par Dusre Ki Video Upload Karne Ka Ye Tarika Bhi Padhe
*YouTube Par Creative Commons Video Kaise Upload Kare
Note- Agar licance me Standed youtube licanse likha hua aaraha hai to iska matlv ye hai ki ye video youtube ke licanse se upload kiya gya haiAgar aap is video ko download kar upload karte hai to isse aapke video par copyright clime aa jayega.Isse aapka youtube channel block bhi ho sakta hai.
* YouTube Par Multiple Channel Kaise Banaye
* Kisi Bhi YouTube Channel Ki Monthly Income Kaise Pata Kare
* YouTube Par Video Blur Kaise Karte Hai
* Kisi Bhi YouTube Channel Ki Monthly Income Kaise Pata Kare
* YouTube Par Video Blur Kaise Karte Hai
Is Tarah Aap Youtube Par Kisi Dusre Ki Video Uplaod Kar Sakte Hai Bina Copyright Issu Ke.Ab Jab Copyright Issu Aapke Video Par Nhi Aayenge To Aap Aram Se Us Video Mo Monetize Kar Adsense Se Connect Kar Paisa Kama Sakte Hai.
I Hope Dosto Aapko Meri Post Jarur Pasand Ayi Hogi.Agar Aapko Meri Post Pasand Ayi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.Agar Aapko Youtube Se Releteed Koi Bhi Problem Hai To Aap Hamse Comment Kar Jarur Puche.
Tags
YouTube