YouTube Par Video Ko Blur Kaise Kare


Video Blur Karna ka ye mera dusra post hai,Isse Maine bhi main bataya tha kisi bhi video ko blur kaise kiya jata hai.Aaj ham aapko batane wale hai YouTube Par video blur kaise karte hai.video Ko blur karna bhut he jaruri hota hai,our sabhi youtube user ke liye kafi jaruri hota hai video ko blur karna.video ko blur kar ham video ke imorteent part ko logo se chipa sakte hai.

Video-Blur-Kaise-Kare

Aap youtube par bina edit kiye agar galti se kisi bhi video ko upload kar diye hai to aapko us video ko wapas delete kar upload karne ki koi jarurat nhi hai.Aap youtube par he video ko blur kar sakte hai.youtube video ko blur karne ka option deta hai jiske bare me ham aapko batayenge.To Chaliye Dekhte Hai Youtube Par Video Blur Kaise Karte Hai.

YouTube Par Video Blur Kaise Kare



Agar aap bhi youtube par video blur karna chahte hai to aap hamari step ko follow kare.

Step 1. Sabse pahle aap Youtube.com par jaye our login kare.

Step 2. Aapke samne aapka YouTube open hoga.
YouTube-Par-Video-Blur-Kaise-Kare

1. My Channel par click kare.
2. Video Manager par click kare.

Step 2. Ab Jis video ko blur karna chahte hai use edit kare.
YouTube-Par-Video-Blur-Kaise-Kare

1. Ab Enhancement Par Click Kare.
2. Ab Blurring Effect Par Click Kare.
3. Ab Aapko Custom Blurring option par click kare.


Read * Computer Se Video Editing Kaise Kare

        * Kisi Bhi Video Se Audio Remove Kaise Kare

Step 3. Ab Aapke Video Par Blur Aajayega.Ab aap jaha par video blur karna chahte hai us area ko select kare,Last Me Done Par Click Kare.

YouTube-Par-Video-Blur-Kaise-Kare


Is Tarah aap kisi bhi video ko Youtube Par blur kar sakte hai.I hope aapko meri post jarur pasand aayi hogi.Agar aapko meri post pasand aaye to is post ko plese share kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form