Hello Dosto,Aaj Ham Bat Karenge FRP Remove Ke Bare Me.Aaj Mai Is Post MediaTek Phone Ka FRP Unlock (Remove) Kaise Kare,iski Puri Jankari Dene Wala Hun.FRP Lock Jiska Pura Nam FACTORY RESET PROTECTION Hai.Jab Ham Kabhi Apne Mobile Reset Karte Hai To Hamare Mobile Me FRP Lock Lag Jata Hai,Jise Ham Us Phone Me Add Kiye Gye Gmail Account Se He Remove Kar Sakte Hai.
.
MediaTek Phone Ka FRP Unlock Karna Sabhi Ko Nhi Aata Hai,Ya Jo Log Apne Android Phone Me Add Kiye Gya Gmail Account Ka Username Our Password Bhul Jate Hai Waise Aadmi Ko FRP Bypass Karne Me Bahut Problem Hoti Hai.Karbon,Lava,Micromax,Intex Etc Ye Sabhi Mobile Phone MediaTek Ke Hai.Aap Is Post Ko Padh Kar Asani Se MediaTek Phone Ka FRP Lock Unlock/Bypass Kar Sakte Hai.
MediaTek Phone Ka FRP (FACTORY RESET PROTECTION) Lock Kaise Tode
MediaTek Phone Ka FRP unlock Karne Ke Liye Aape Pass GSM Alladin Setup Hona Bhut He Jaruri Hai,Agar Aapke Pass GSM Alladin Hai To Aap Kisi Bhi MediaTek Phone Micromax,Lava,Intex,Karbon Ka FRP Unlock (Bypass) Kar Sakte Hai.To Chaliye Dekhte Hai MediaTek Phone Ka FRP (FACTORY RESET PROTECTION) Kaise Remove Kare .
Step 1. Sabse Pahle Aap GSM Alladin Setup Ko Open Kare.
1. Sabse Phle Connect Button Par Click Kare.
2. Ab MediaTek Par Click Kare.
3. MediaTek Par Click Karne Ke Bad Clear Setting/Frp Par Click Kare.
* Ab Mobile Ko Data Cable Ke Jariye Computer Se Connect Kare.
4. Mobile Connect Hone Ke Bad Start Button Par Click Kare.
Ab Aapke Mobile Ka Frp Lock Unlock Ho Chuka Hai.Is Tarah Aap Kisi Bhi MediaTek Ke Phone Ka Frp Unlock/Bypass Kar Sakte Hai.
Dosto Agar Aapko Meri Is Post Me Kahi Koi Problem Ho To Aap Hame Comment Karke Jarur Bataye.Agar Aapko Koi Problem Ho Rahi Hai To Aap Hame Comment Karke Jarur Puche.