SPD ( Spreadrum ) CPU Ke Phone Ka FRP Unlock Kaise Kare


Aaj Ham Aapko Frp Unlock Ke Bare Me Ek Or Intresting Tricks Lekar Aaye Hai.Aaj Ham Is Post Me Batane Wale Hai SPD (Spreadrum ) CPU Ke Phone Ka FRP Unlock Kaise Kare.FRP Lock Aaj Kal Lagbhag Sabhi Android Phone Me Lag Jati Hai,FRP Lock Lagne Ka Karun Hota Hai Mobile Phone Ka All Data Delete Karna/Restore Karna.Jab Koi Bhi Smart Phone User Apne Mobile Ko Factory Restore Karte Hai Tab Hamare Samne FRP Lock Lag Jata Hai.

SPD-Frp-Unlock

FRP Lock ( Factory Reset ProTection ) Lagne Ke Bad Jab Ham Apne Smart Phone Ko Open Karne Ki Kosis Karte Hai Tab Wo Open Nhi Ho Pata Hai,Frp Unlock/Remove Karne Ke Liye Hame Apne Mobile Me Add Kiye Gye Gmail Account Dal Kar Login Karna Padhta Hai,Agar Aap Kabhi Apne Android Phone Me Create Kiye Gye Google Account Ka Password Bhul Jaye To Kya Hoga.Jab Tak Aap Google Account Bypass Nhi Karte Hai Tab Tak Aapka Smat Phone Open Nhi Hoga.Aaj Ham Aapko Is Post Me Ek Aisa Tools Ke Bare Me Batane Wale Hai Jisse Ham Aarm Se Apne Kisi Bhi Spreadrum CPU Ke Phone Ka FRP Unlock Kar Sakte Hai.

Spreadrum  FRP Lock Remove Karne Ke Liye Kuch Jaruri Chiz

1. Computer

2.  Spreadrum (SPD) USB Driver

3. USB Cable

4. Android Fastboot Reset Tools

Spreadrum CPU Ke Phone Ka FRP Lock Kaise Tode

Spreadrum CPU Ke Phone Ka FRP Remove Karne Ke Liye Aap Sabse Phle Android Fastboot Reset Tools Ko Google Se Dowload Kare,Ye Ek Choota Sa Tools Hai Jisse Aap Kuch He Chan Me Download Kar Sakte Hai.


Step 1. Sabse Phle Aap Spreadrum USB Driver Ko Apne Computer Me Install Kare.


Step 2. Apne Spreadrum CPU Ke Phone Ko Fastboot Mode Me Open Kare.Fastboot Mode Me Lane Ke Liye Apne Mobile Ka Power + Volume Down Button Ko Ek Sath Press Kare.

Step 3. Fastboot Mode Aane Ke Bad Simply Apne Android Fastboot Tools Ko Open Kare.

SPD-CPU-Frp-Unlock

1. Upar Remove Spd Frp 9 Number Par Hai,Apne Keyword Se 9 Button Press Kare Or Inter Kare.

Step 2. Ab Aapke Samne Waiting Device Show Karega.

SPD-CPU-Frp-Unlock

Ab Simply Apne Mobile Ka Volume Up Button Press Kar Mobile Ko Data Cable Se Computer Se Connect Kare,Bas 2 Min Ke Andar Aapke Mobile Ka FRP Unlock Ho Jayega.
To Dosto Is Tarah Aap Kisi Bhi SPD ( Spreadrum ) CPC Phone Ka FRP Lock Remove/Unlock Kar Sakte Hai.I Hope Dosto Aapko Meri Post Me Kahi Koi Problem Nhi Hui Hogi,Agar Aapko Meri Post Me Kahi Koi Problem Hai To Aap Hame Comment Me Jarur Puche Thanks.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form