Xiaomi Redmi Phone Me Software Kaise Dale


Aaj Ham Aapko Batane Wale Hai ''Xiaomi Redmi Phone Me Software Kaise Dale''.Agar Aap Redmi Phone Use Karte Hai,Agar Aapko Kabhi Apne Mi/Redmi Phone Me Koi Problem Hoti Hai/Aapka Phone Hang Hone Lagta Hai To Aap Is Isthiti Me Aap Apne Xiaomi Redmi Phone Flash Kar Apne Mobile Ko Thik Kar Sakte Hai.Aaj kal Jada Tar Mi Phone Opne Hone Ke Bad Mi Logo Par Jakar latak Jati Hai,Kafi Time Lene Ke Bad Bhi Phone Open Nhi Ho Pata Hai,To Aapko Is Problem Se Bachne Ke Liye Aapko Apne Xiaomi Redmi Me Stock Rom Flash Karna Padhega.

Xiaomi-Redmi-Flash

Xiaomi Redmi Phone Flash Karne Se Aapke Mobile Ki Sabhi Problem Dur Ho Jayega.Xiaomi Redmi Me Software Install Karne Ke Liye Aapke Pass Xiaomi Redmi Phone Ka Flash File Or Flash Tools Hona Hona Bhut He Jaruri Hai.Ham Aapko Aage Step By Step Batane Wale Hai Xiaomi Redmi Phone Me Software Kaise Dale.

Xiaomi Redmi ( Mi )Phone Flash Karne Ke Liye Kya Kya Chahiye ?

1. Computer/Laptop

2. Miui Flashing Tools

3. Xiaomi Redmi Stock Rom 

4. USB Driver

Xiaomi Redmi ( Mi )Phone Flash Kaise Kare ( How To Flash Xiaomi Redmi )

Xiaomi Redmi Phone Flash Karne Ke Liye Sabse Pahle Aap miui Ki Official Website Par Jakar Miui Flashing Tools Or Apna Stock Rom Download Kare.

Step 1. Miui Rom Flashing Tools Download Karne Ke Bad Ise Install Kar Open Kare,Or Sath Me Apna Stock Rom Bhi Extract Kar Rakhe.

Xiaomi-Redmi-Flash


1. Select Folder Par Click Kar Aap Apne Stock Rom Drive Me Jaye.

2. Stock Rom File Me Jane Ke Bad Aapko Stock Rom Ke Niche Images Ka Folder Milega Jaisa Ki Aap Upar Image Me Dekh Rahe Hai,Images Par Click Karne Ke Bad Ok Button Par Click Kare.

Step 2. Stock Rom Select Karne Ke Bad Ab Mobile Ka Power Key Or Volume Down Key Ko Kuch Dher Tak Hold Karke Rakhna Hai,Kuch Time Hold Karne Ke Bad Aapka Mobile Fastboot Mode Me Chala Jayega.


Step 3. Fastboot Mode Me Mobile Ko Jane Ke Bad Aap Simply Apne Mobile Ko Data Cable Se Attect Kar Computer Se Connect Kare.

Xiaomi-Redmi-Flash

1. Niche Clear All Select Kare.

2. Ab ReFresh Button Par Click Kare.

3. Refresh Par Click Karte He Agar Aapka Phone Computer Se Connect Hai To Yaha Aake Mobile Connect Hone Ki Activity Show Karega.





4. Ab Simply Upar Flash Button Par Click Kare,Ab Kuch He Dher Me Aapka Mi Phone Flash Ho Jayega.



To Dosto Is Tarah Aap Fastboot Mode Me Kisi Bhi Xiaomi Redmi (Mi) Phone Ko Flash Kar Sakte Hai.I Hope Dosto Aapko Meri Post Jarur Pasand Aayi Hogi.Agar Aapko Meri Post Pasand Aayi Ho To Hame Comment Karke Jarur Bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form