MI Account Remove Kaise Kare (How To Remove Mi Account )


Hello Dost Aaj Ham Aapko Is Post Me Batane Wale Hai Mi Account Remove Kaise Kare.Mi Account Mi Phone Me Di Gayi Ek Aisa Service Hai Jiska Istmal Kar Aap Mi Phone Me Di Gayi Syncing Data With Mi Cloud, Phone Finder Service, Phone Lock, MI Flash Sales Offers, Mi F Codes, Mi Games , Mi Themes, Etc Ka Istmal Kar Sakte Hai.Xiaomi Redmi (Mi) Ne Apne User Ke Liye Kafi Acche Acche Themes Diye Hai,Agar Aap Un Themes Ka Use Karna Chahte Hai To Iske Liye Aap Apna Xiaomi Mi Account Create Karna Hoga,Agar Aapke Pass Mi Account Hai To Aap Un Themes Ka Istmal Kar Sakte Hai.

MI-ACCOUNT-REMOVE

Mi Account Banane Ke Bad Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai Ki Log Mi Account Create Karte Time Jo Password Banate Hai Wo Unka Password Bhul Jate Hai Jisse Ham Wo User Apne Redmi Phone Restore Karte Hai Tab Uske Phone Par Mi Account Active Ho Jata Hai Jo us User KO Unke Mi Account Ka Password Mangta Hai,Agar Aapko Apne Mi Account Ka Password Pata Hai To Aap Us Password Ko Dal Kar Apna Mi Account Unlock  Kar Sakte Hai.Jo Log Mi Account Ka Password Bhul Jate Hai Use Bhut Pareshani Ka Samna Karna Padhta Hai.Aaj Ham Aapko Is Post Me Batayenge Jisse Aap Mi Account Remove Kar Sakte Hai.

Mi Account Remove/Delete Kaise Kare  (How To Remove Mi Account )

Agar Aap Mi Account Remove Karna Chahte Hai To Iske Liye Aapke Pass Miracle Box 2.58 Ka Setup Hona Bhut Jaruri Hai,Agar Aap Mobile Reparing Karte Hai To Aapke Pass Miracle Box To Jarur Hoga,Aaj Ham Aapko Batayege Miracle Box Se Mi Account Remove Kaise Kare.


Step 1. Sabse Phle Apne Phone Me Volume Up Or Power Button Ko Ek Sath Press Kare.

Step 2. Ab Aapke Phone Ke Scrren Par Ek Image Show Karega Jisme Aapko Apne Mi Phone Ko Data Cable Ke Jariye Computer Se Connect Karna hai.

Step 3. Phone Ko Data Cable Se Jariye Computer Se Connect Karne Ke Bad Ab Miracle Box Ko Open Kare.

MI-ACCOUNT-REMOVE


1. Sabse Phle Upar Android Ke Option Par Click Kare.

2. Ab ADB Extra Par Click Kare.

3. Ab Aapko Mi Remove All Lock Par Click Karna Hai.

Xiaomi Redmi (Mi) Phone Me Software Kaise Dale

Xiaomi Redmi Phone Ka Pattern Lock Kaise Tode

Jio Keypad Phone Flash Kaise Kare

Mediatek Phone Ka Frp Unlock Kaise Kare

Step 4. Mi Remove All Lock Par Aap Jaise He Click Karte Hai Thori Dher Wait Karne Ke Bad Aapka Mi Account Delete Ho Jayega.


Is Tarika Ko Follow Kar Aap Lagbhag Sabhi Mi Account Remove/delete Kar Sakte Hai.I Hope Dosto Aapko Meri Ye Post Jarur Pasand Aayi Hogi,Agar Aapko Meri Post Samjh Nhi Aayi Agar Aapko Kahi Bhi Koi Dikkat Aarahi Hai To Aap Hame Niche Comment Me Jarur Puche.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form