Blog (Website) Ki Traffic Kaise Badhaye 11 Tips

Aap sabhi jante honge sabhi blogger ke liye blog par traffic lana kitna muskin kaam hai.To mai aapko es post me bataunga ki aap kaise apne Blog(website) par traffic kaise badhayenge.Sabhi blogger jante hai traffic kitna importend hai blog ke liye,agr traffic nhi hai blog par to hamara income nhi hoga.Aap sabhi jante hone online koi bhi busness ho ya koi bhi blog(website) ho sabhi par traffic ki zarurat padhi hai.Aap ne bhut sare blogger ko dekha hoga jiske blog par par day bhut sare traffic aate hone,or wo blog bhut famous hoga.to mai aap sabhi ko ek bar sidha clear kahna chahta hu,agr blog(website) par traffic nhi hai to aapki blog par income na ke barabar hogi.To dosto Ap sidha samjh gye traffic kitna importent hissa hai sabhi blogger ke liye.To mai aapko 10 Aisa tarika batane wala hu jisse aap apni blog(website) par Traffic(vistore) ko badha sakte hai.To chaliye Aap hamari kuch step ko follow kare.

Blog-ki-traffic-kaise-badhaye

Blog(Website) Ki Traffic Kaise Dadhaye

Sabhi Log Blog(Website) par vistore(traffic) lane ke liye kosis to karte hai,par wo sahi tarika se kosis nhi karte hai.Dosto mai itna kahna chahta hu aap es post me jo bhi padh rahe ho agr aap use acche se follow karte hai to aap apni blog(website) ki traffic(vistore) ko badha sakte hai.To chahiye mai aapko kuch step by step batane wala hu ummed karta hu aap ise padh kar acche se follow karenge.

step 1-Top keyword-
Keyword sabhi blogger ke liye kafi usefull hota hai.To agr aap koi post likhte hai to use bina soche samjhe na likhe.Jab aap koi post likhte hai to hamesa top hight Quality ka keyword ka use kare.acche keyword aapke blog ko top list me le aayega jisse aapke blog par vistore(traffic) bhi badhegi.

step 2-Maximum Blog Post-
jab aap blog post likhte hai to aap kam se kam 2000 word ka blog conternt likhne ki kosis kare.agr aap lamba conternt likhte hai to aapke blog post me jada se jada keyword use hone jisse aapke post ko google serch se jada se jada traffic milegi,or aapke vistor badhenge.

Step 3-facebook page-
Facebook aaj sal sabhi log use karte hai,lagbhag lakho log par day facebook par online aate hone.Facebook blog(website)par traffic lane ke liye bhut accha platfrom hai.Ap apne blog ke liye ''page like page'' or ''facebook grup'' banaye or jab bhi aap apna post ko likhte hai to use apne facebook page or grup me share kare.



step 4-Google Plus Page-
Google plus se aap apne blog(website) par jada se jada traffic la sakte hai.Jab aap koi post likhte hai to ise Google Plus par Jarur Share kare.

step 5-Guest Post-
Blog(website) ki traffic badhane ke liya ye sabse accha sadhan hai.Aap kisi Acche blogger ke blog par ''Guest Post'' Kar apni blog ki traffic badha sakte hai.



step 6-Email Subscribe Widget-
Aap apne blog par Email Subscribe widget laga kar apne vistore ko fir se apne blog par wapas la sakte hai.Jab aap koi new post karoge to jo bhi vistor email subscibe kiye hoga use aapke new post ke jankari use uske email par milti rahegi,jisse vistore agr aapke post ko padhan chahte hai to wo aapke blog par jarur aayenge.

step 7-Share Button-
Aap apne blog post me social share button ko lagaye jisse vistore jab aapke blog post ko padh rahe honge to agr aapka post use pasand aaya to wo Facebook,Google Plus,Twtter Etc par share kar sakte.Esse aapke bloh par traffic badhegi.

step 8-Blog Designed-
Apne blog ka design aache se kare.apne blog par ''seo friendly''Templet ka use kare,blog post me navigration lagaye or blog ke menu ko aacha se edit kare.Jisse vistor ko aapka blog accha lage to wo aapke blog par Aana pasand karenge.

step 9-Update Blog-
Apne blog par regular  post kar apne blog ko update karte rahe.jisse aapke vistor badhenge

step 10-Sumit Blog-
 Apne Blog ko Google Serch Console(Webmaster tools),Bing Etc jitne bhi serch inginess hai sabhi me apne blog ko sumit kare.jisse aapke blog ko google serch se accha traffic milega,or aapke blog par par day vistor badhta chala jayega.

step 11-sitemap-
Apne blog ke liye sitemap banye,sitemap banakar apne sitemap ko google serch consol(webmaster tools) me sumit kare.




Mai Ummed karta hu maine is post me jo kuch bhi Blog ki Traffic badahne ke bare me bataya hai aapko meri ye post pasand Aai hogi to Aasa karta hu aap meri post ko follow karenge.Agr aap hamari post ko follow karte hai to aapke blog ki traffic zarur badhegi.To dosto agr aapko hamari post acchi lagi to aap hamre comment kar jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form