Google Adsense Account Disapproved Hone Par Kya Kare Full Guide

Es Atricle me ham aapko batane wale hai Google Adsense Account Disapproved Hone par kya karna chahiye.Aap sabhi blogger ko pata hoga Google Adsense duniya ki sabse no 1 advertice Network Hai,jo hame ads par click ka paysa deti hai.Dosto adsense aprrov karana kitna muskin hai ye sabhi blogger jante hai,lekin agr ham adsense ke rule ko follow kare to hamara adsense account bhut jaldi approved ho jata hai.
Google Adsense Account Disapproved Hone Par Kya Kare
Google Adsense Disapproved Hone Par Kya Kare


Dosto Google Adsense ke Disapproved ho jana new blogger ke liye bhut bada problem ban jata hai.Ek bad adsense disapproved ho jane ke bad us blogger ka sara mehnat or sapna pani me chala jata hai.Or us blog ka sapna  wahi jhut jata hai.mere sath bhi ek bar yesa ho chuka hai mera bhi adsense account ek nhi 2 bar disapproved ho gya tha kue ki maine adsense ke rule ko follow nhi kiya tha.Adsense ke disapproved hone ke bad mai har nhi mana maine phle adsense ke sare rule ko follow kiya uske bad maine adsense ke liye aplly kiya.Mera Adsense account hame 1 din me hi mil gya mai bata nhi sakte mai us din kitna khush hua.To dosto ye sab bato ko jane de mai aapko bataunga google adsense account ko disapproved hone ke bad kya kare.

Google Adsense Account Disapproved Hone Ke Bad Kya Kare



maine bhut sare blogger ko dekha hai Google Adsense Account Disapproved hone ke bad vo niras ho jate hai,uske bad wo blogging karna chord dete hai ya fir wo adsense ke liye fir se aplly karte hai.Us time us blogger ko lagta hai adsense es bar disapproved ho gya to kahi es bar Approved ho jaye.To mai us blogger ko batana chahta hu jab kabhi bhi aapka Google Adsense account Disapproved ho jaye to phle aap Disapproved hone ka karun ko pata kare hamara adsense kis karun se Disapproved hua hai.Adsense Jab disapproved hota hai tab aapko ek mail karta hai aap us mail ko acche se padhe aapke us mail me aapke adsense ke disapproved hone ka karun likha raha hai aap us karun ko jan kar apne blog ko sudhare.Adsense Account Disapproved hone ke bad kam se kam 7 dino ke bad adsense ke liye aplly karna chahiye taki adsense walo ko laye ki blogger ne apne blog me sudhr kiya hai.

Blog Traffic-

jab new blogger blog banate hai to wo adsense ke liye turant Aplly kar dete hai,jiska natija us blogger ka adsense account disapproved ho jata hai.new blogger ek din me jada se jada post dalne ke bad dusre din aplly kar dete hai,jisse uske blog par na content accha hota hai ,na use google serch se traffic milti hai.to mai aapko bata du jab aapke blog par par day kam se kam 300 pagview hote hai tabhi aapadsense ke liye apply kare ,agr aap yesa nhi karte hai to aapka Google Adsense account disapproved ho jayega.to phle aap apni blog ke traffic par dhyan de.


*Blogger Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye

Templet Design-

Adsense ke disapproved hone ke ye bhi ek karun hota hai,new blogger apna blog par simple templet lagaye rahte hai or templet ko acche se edit nhi karte hai.adsense account ko aplly karne ke liye blog par SEO Friendly lagaye,or templet ko acche se edit kare.agr aap is chez ko follow nhi karte hai to is karun aapka adsense disapproved ho jayega.

Google Adsense Policy-

Google Adsense Disapproved hone ka ye sabse bada karun hai.jab aap adsense ke liye apply karte hai to aap sabse phle Google Adsense ki Pravicy Policy padhe.Pravacy policy ko acche se samjhne ke bad adsense ke liye apply kare,agr aap ye galti karenge to aapka adsense account disapproved ho sakte hai.


Importent Page-

Blog par importent page hona bhut jaruri hai,ye adsense ki pravacy policy hai.blog par adsense aplly karne se phle aapke blog par sitemap,contact us,about us,pravacy policy page hona bhut jaruri hai.Agr aapke blog par ye page nhi hai or aap es sab ke bina adsense ke liye aplly karte hai to aapka adsense account disapproved ho jayega.

Remove Third Party Ads-

jab aap google adsense ke liye apply kare to sabse phle aap apne blog par se 3rd party ads ko hata de.agr aap yesa nhi karte hai to aapka adsense disapproved ho sakte hai.


*Google Adsense Ki CPC Kaise Bdhaye 5 Trips 

At Last -

Ap jab adsense ke liye aplly karte hai to aap puri step ko follow kare,tabhi aapka adsense account approved hoga.Google Adsense aplly karne se phle aap Adsense Ki Pravacy Policy jarur padhe.

Aap Adsense ke liye tab aplly kare jab aap adsense ki pravacy policy ka palan karte hai,or aapko lage ki ab mai adsense ke aplly kar sakt hu tabhi aap adsense ke liye aplly kare.



TO Dosto Ummed Hai Mai Aapko Es Post Me Adsense Se Reletiv jo Bhi Jankari Share Kiya Hai,Aap use Agr Follow Karte Hai To Aapka Adsense Account Aasani Se Aprroved Ho Jayega.
To Dosto Agr Aapko Es Post Se Reletiv Ya Adsense Se Reletiv Kuch Bhi Puchan Hai To Aap Hamse Commnent Kar Puch Sakte Hai.

3 Comments

  1. Sir apke Daily visitor kitne hai or apki earning kitni hai

    ReplyDelete
  2. Abhi to kuch jaida vistor nhi hai mere blog ki only Google search se 1500 aati hai .Or aap isse earning ka pata laga sakte hai

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form