Blog Post Ke Permalink Ko kaise Change Karte Hai


Dosto es post me ham aapko batane wale hai ham blog ke post ke permalink ko kaise change karte hai.permalink seo ke liye kafi jaruri hai.jab ham koi post ko likhte hai to post ke side me us post ka permalink ban jata hai jise us post ka url bhi kah sakte hai.ham jab post likte hai to hamare post ka permalink outomatic set ho jata hai.Seo ke liye blog post ke permalink ko optimize karna bhut zaruri hai.agr aap seo friendly post likhna chahte hai to aapko apne post se permalink ko optimize karna padega.Blog

Blog Post Ka Permanlink Ko Change Karna Jaruri Hai


Blog Post Ke Permalink Ko kaise Change Karte Hai
jab ham post likhte hai to ham agr chahe to us permalink ko seo priendly optimize kar sakte hai,jisse hamara post ko google search se accha vistore aata hai.Ek bar post ko public kar dene ke bad permalink ka option hamare blog se hat jata hai.to jab ham post likhte hai tb ham apne post se reletiv permalink ko optimize kar sakte hai jo ki bhut jaruri hai SEO ke liye.to chaliye dekhte hai ham Blog Post Ka Permalink Change Kaise Kare.

Blog Post Ke Permalink Ko Kaise Edit Krte Hai

step 1. sabse phle aap blogger ke dashbord par jaye.

step 2. aap post ka option par click kare,ab jab aap koi post likh rahe hai to side me permalink ka option hai uspar click kare.
permalink par click kare

Read * Blog Me Publish Post Ka Permalink Kaise Change Karte Hai

 *SEO friendly Blog Post Kaise Likhate Hai



step 3. permalink par click karne ke bad aap coustom permalink par click kare or aap usme apne post ka terget keyword kue kare uske bad done ka button par click kare.
coustom permalink par click kare



step 4. Done par click karne ke bad post ko publich kar de.



To dosto ab aapko pata chal gya Blog Ka Permalink kaise change kare.Agar aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form