Hello
blogger mai is post me aapko bataunga ki ham kaise blog (website) ki
loading speed check karte hai.New blogger blog banane ke bad apne blog ka
desine karne ke liye badhiya badhiya template or bhi bhut sare widgets
ka istmal karte hai.or bhi bhut sare chez hai jisse blog (website) me
add kar blog ko accha bana sakte hai.To dosto un blogger ko ye nhi pata
hota hai ki hamare template or widgets ko jada se jada use
karne se hamare blog (website) ki loading speed kafi kam ho jati
hai.Jab ham kadi mehnat karne ke bad post likhte hai,post likhne me
kitna mehnat lagta hai ye to sab blogger acchi tarah se jante hai.To
post likhne ke bad jab ham us post ko facebook,twitter,google plus par
share karte hai,ya koi bhi vistor jab hamri blog (website) ko open karta
hai to sabse phle us vistor ki nazar hamare blog ki loading speed par
padhta hai.
To dosto jab hamari blog (website) ki loading speed fast hogi tabhi to vistor hamare blog ko open karenge.jab koi bhi vistor hamari site par aate hai to jab hamara blog (website) open hone me matlv uski loading speed kafi slow hoti hai,jisse karun vistor hamare blog par jada time tak nhi rukte hai.
Isse ye hota hai ki hamare blog par koi bhi traffic jada dher tak nhi aati hai,jisse hamare vistor hamare blog (website) par aana pasand nhi karte hai.Agr koi bhi vistor hamare blog par nhi aayenge to hame koi bhi income nhi hogi.
Blog(website) ki loading speed kaise chek kare |
To dosto jab hamari blog (website) ki loading speed fast hogi tabhi to vistor hamare blog ko open karenge.jab koi bhi vistor hamari site par aate hai to jab hamara blog (website) open hone me matlv uski loading speed kafi slow hoti hai,jisse karun vistor hamare blog par jada time tak nhi rukte hai.
Isse ye hota hai ki hamare blog par koi bhi traffic jada dher tak nhi aati hai,jisse hamare vistor hamare blog (website) par aana pasand nhi karte hai.Agr koi bhi vistor hamare blog par nhi aayenge to hame koi bhi income nhi hogi.
To Dosto hame apni blog (website) ki loading speed kam karne ke liye hame ye janna hoga ki hamare blog pe kon kon sa widgets ya kon sa chez hai jiski wajah se hamara blog khulne me jada time leta hai.Jab ham is karun ka pata laga lenge tab ham apni site ko acche se menten use friendly bana sakte hai,ham apni blog ka loading speed kaam kar sakte hai.To dosto chaliye dekhte hai blog (website) ki loading speed kaise check karte hai.
*Facebook se blog ki traffic kaise badhaye
*Google plus se blog ki traffic kaise badhaye
Blog (Website) Ki Loading Speed Kaise Check Kare
step 1. Blog (website) ki loading speed check karne ke liye sabse phle ham google me search kar GTmetrix.com ki site ko open karte hai.
step 2. Site open hote he aapke samne ek window open hoga jisme aapko apne blog (website) ka URL inter karna hai aap us box me apne blog ka url dale.
step 3. Blog (website) ka url dalne ke bad Anslyz par click kare.
step 4. jaise he aap Anslyz par click karte hai ab aapki site ko dhere dhere scan kiya jayega aap niche ke image me dekh sakte hai.
step 5. 2-3 min ka time lagega scan hone me jaise he aapka blog (website) puri tarah scan ho jayega to aapki blog ki puri deatile acche se khul jayega aap niche ke image me dekhe.
*Ab aap apne blog ka pura kundli dekh sakte hai,aapke blog ki speed kya hai kitne mb ka size hai aap sab kuch yaha dekh sakte hai.
*Blog post ke tittle ko SEO Friendly kaise likhe
*SEO Friendly blog post kaise likhe
*Yaha Aap apne blog ki speed ko dekh sakte hai aapke blog ki speed kue kam hai aap ye bhi yaha dekh sakte hai.Aap apne blog ki speed fast karne ka tarika aapko yaha se asani se mil jayega.
*Blog post ke premalink ko kaise change kare
*Google Adsense Ki CPC Kaise badhaye 5 Tips
*Aap upar diya gya puri report ko acche se dekh or samjh kar aap apne blog (website) ki speed ko fast kar sakte hai,jisse aapke site par jab koi bhi vistor jayega to Aapki blog fast loading hogi.Fast loading hone se vistor aapke site ko kafi fasand karenge.
*Ek baat ka hamesa dhayan rakhe hamesa fast loading hone wala template ka use kare.
To dosto Aaj ki post thi Blog(Website) ki loading speed kaise check kare.To dosto ummed karta hu maine aapko step by step acche se apni es post me blog ki loading speed check karne ke bare me jo kuch bhi bataya hai aap ko acchi lagi hogi,aap hamari post ko follow kar apne blog (website) ki speed ko chek kar,use fast bhi kar sakte hai.
To dosto Agr aapko meri post pasad aaye to aap hame comment kar iska jawab jarur de.