Facebook Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

Dosto Es post me ham aapko batane wale hai Facebook se Blog ki traffic kaise badhaye.To Yaha Bat Aati hai facebook se blog ki traffic kaise badhaye,to aaj sabhi facebook chalate hone,aap sabhi jante honge facebook kitna accha network hai.Facebook par par day kitna sare log online aate hai.To jab ham blogging start karte hai to hamre start me bhut sare problem ka samna karna padhta hai,us problem me ek sabse badi problem hoti hai blog par traffic lana.Dosto Aap sabhi blogger jante honge blog par traffic kitna jaruri hai.Agr hamare blog par traffic nhi hai to usse hamari income nhi hogi.To dosto ek sucess blogger banne ke liye hame apne blog ko upar le jane ke liye hame apne blog par traffic ko lana hoga.To ham es post me jange ki Facebook se Blog Ki traffic kaise badhate hai.
Facebook se blog ki traffic kaise badhaye

Facebook Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

Aaj kal sabhi log facebook use karte hai chahe vo ek bacha kue nhi ho.facebook hame apne dosto,family ko aapas me jodta hai.ham yaha apni sari problem dosto ke sath share karte hai yaha bhut sare friend hote hai.To Dosto facebook se accha koi dusra platfrom nhi ho sakta blog ki traffic badhane ke liye Aaj kal facebook par par day log facebook par join ho rahe hai.aap apni blog/website ko yaha share kar apna blog/website ki traffic Aasani se badha sakte hai.To chaliye dekhte hai Ham kaise apni Blog/Website ki traffic badhate hai Facebook se Jariye.

step 1. Facebook Fan Page-
facebook fan page bhut jaruri hai apni blog ki traffic ko badhane ke liye.Agr aap apna log ki traffic ko facebbok ke dwara badhana chahte hai to apni blog/website ke liye ek facebook page banaye.Or aap jab bhi apna post likhte hai to us post ko facebook ''fan page'' par dosto ke sath share kare,jisse aapke vistore aapke post ko sidha padh sakte hai.Isse aapke blog ki traffic badhegi.
facebook page ke bad facebook grup bhut acha tarika hai apne blog ki traffic badhane ke liye.Aap sabhi jante hone ek facebook grup me bhut jada se jada member hai to agr aap 5-6 grup me add hai to aap waha apni blog post ko share kar apni blog ki traffic ko badha sakte hai.Mai aapko ek example dekar batana chahta hu.

1 grup =10,000 member
5 grup =10,000*5=50,000 member

To dosto aap samjh gye honge aap jitna facebook grup ko join karoge aapke facebook grup me jada se jada member hone or jab aap apni blog post ko us grup me share karte hai to aapke jada se jada friend us post ko padhnge.
jab bhi aap apni post ko facebook par share karte hai to aap dhayan rakhe aap jada se jada friend ko tag kare apni post me.Tag karne se aapko kya fayda hota hai ye mai bata deta hu jab aap koi bhi post ko apne facebook friend ko tag karte hai to aapne jise tag kiya hai us friend ko aapki post to dikhegi par jis logo ko aapne tag kiya hai uske bhi friend ko aapki post dikhae degi.To Aap Aasani se apni blog ki traffic badha sakte hai.
Example- Tag 20 friend
1 friend ke list me agr 100 friend hai to
20*100=2000

 Iska matlv ye hua agr aap 20 logo ko tag karte ho to aapne jise tag kiya hai uske friend list me agr 100 friend hai to aapki post 2000 logo tak show hoygi.

step 4-Blog Par Social Share Button Add kare-

Apne blog post ke niche social share facebook,tweeter,google plus button add kare jisse koi bhi vistor jab aapki post ko read karenge agr aapki post use pasand lagegi to wo use facebook,google plus,tweeter se share bhi kar sakte hai jise aapke blog/website ki traffic kafi badhegi.


To dosto maine apni es post me jo aapko facebook se blog ki traffic badhane ke bare me jo kuch bhi btaya hai agr aap use follow karte hai aapki blog ki traffic kafi badhegi.to dosto agr aapko meri pst acchi lagi hogi to aap hame comment kar jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form