Google Plus Se Blog (Website) Ki Traffic Kaise Badhaye Full Guide

Es Article me ham aapko batane wale hai ham Google plus Se blog (website) ki traffic kaise badhate hai.Aaj kal sabhi blogger ke man me hamesa ek he baat rahta hai,mere blog ka traffic kaise badhega.Agr aap bhi ye soch rahe hai to mai aapko es post me aapko blog ki traffic badhane ke bare me help karne wala hu.Bhut sare blogger apne blog ki traffic badhane ke liye google plus ka istmal karte hi,Google plus blog ki traffic badhane me hame kafi madad karta hai,To dosto ham aapko es post me aapko google plus se  blog ki traffic badhane ke bare me mai kuch batane wala hu agr aap meri step ko follow karte hai to aapke blog ki traffic zarur badhegi.
Google plus se blog ki traffic kaise badhaye


Ham Sabhi social media se jaise Facebook,tweeter,Google plus se apne blog ki traffic badha sakte hai.Mai phle aapko google plus se blog ki traffic badhane ke bad mai aapko agle post me bataunga Facebook se blog (website) ki traffic kaise badhate hai.To dosto chaliye aap hamari post ko dhayan se padhe.

Google Plus Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

Bhut sare log samjhte hai Google plus se blog ki traffic badhana mukin nhi hai,lekin mai bata du google plus se accha kuch bhi nhi hai jisse ham apne blog ki traffic yaha accha se kafi had tak badha sakte hai.

*Aaj kal sabhi log android phone use karte hai,or aap sabhi jante hai jo log android phone use karte hai wo apne android phone me apna gmail account banaye hue rahte hai or us gmail account se uska google plus par bhi account hota hai to agr ham koi bhi post google plus par share karte hai to us post ka notification uske mobile par jata hai jisse hamare blog ki traffic kafi had tak bad sakte hai.

*Blog Tittle-Jab aapna blog post likhte hai tab aap apne blog post me accha keyword use kare blog ke tittle me mere kahne ka matlv ye hai aap apne blog post ke tittle ko kuch es tarah ka rakhe jise vistore padhte hai sidha aapke bloh ko open kare jisse aapke blog ki traffic badh sakti hai.

*Blog Discription-Apne blog post ka tittle ko acche se likhe jisse vistore ko aapke bloh ko dhudne me aasani ho jisse aap apne blog par jada se jada vistore la sakte hai.




*Blog URL- jab aap apne blog ka link google plus par share kart hai to dhayan rakhe aap jab apne blog ka link Google Plus ya Facebook,Tweeter kahi bhi share karte hai to aap phle us post ke bare me accha se accha discription likhe jisse vistore ko lage aapke post me kya hai,post ke bare me 4--5 line likhne ke bad apne post ka link add kare.

*Post Writing- hame apne bloh post ko accha se likhna chahiye jisse hamara post dikhne me acha ho or vistore ko hamare post accha se samjh me aaye.hame apne blog ke mane link ko bold likhna chahiye,or post me h2,h3 ka use karna chahitye.To dosto dhyan rahe post ko aap jitna acha se likhoge utna vistore ko aapki site pasand aayegi or vistore aapki site par jada aana pasand karenge.



*share post- jab google plus par apna post share karte hai tab hame apne post ko sidha public nhi karna chahiye hame a[ne post ko apne dosto ko select kar share karna chaiye ya google plus par bhut sare grup hote hai jisse ham apni blog ka link waha add kar apne website par vistore ko badha sakte hai.

*Post ke sath image use kare-jab ham google plus par koi bhi post ko share karte hai to hame sidha us post ka link share nhi karna chahiye hame us post se reltiv image bhi share karna chahiye jisse vistor ko samjhne me Asani hoti hai ki link ke piche kya hai,isse vistore ko hamare blog par aane ka jada se jada chance hota hai.


To dosto ummed karta hu maine apni es post me jo maine google plus se blog ki traffic badhane ke bare me jo kuch bhi bataya hai aapko kafi accha laga hoga or agr aap es post ko follow karte hai to aap bhi jarur apne blog ka traffic google plus se badha sakte hai.to dosto agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment kar jrur bataye.

1 Comments

  1. very nice post sir.

    meri ye website ek bar jarur dekhna

    http://www.techhindi4you.com/

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form