Google Search Console Me Blog (website) Ko Kaise Add Kare

google-search-console-me-blog-ko-kaise-add-kare


Es post me ham dekhenge ki Google search console me blog(website) ko kaise add karte hai.Dosto aap sabhi jante hoge duniya ka sabse bada serch engine google ko mana jata hai.Jab ham post ko likhte hai post ko likhne me hame kitna mehnat lagta hai ye aap sabhi blogger badi asani se jante hoge,jab mehnat ke bad bhi hamara post ''google search'' me nhi aata hai tab ham nirash ho jate hai.To jab hamara post google serch me nhi aata hai tab hamare blog par vistore ki kami ho jati hai.jab tak google serch se hamare post ka vistore nhi aata tab hame post likh kar koi fayda nhi hota kue ki koi bhi log jo kuch bhi search karte hai vo google par he.To dosto aap samjh gaye honge google serch console me blog(website) ko sumite karna kitna jaruri hai.Google search consol ko ''google webmaster tool'' bhi kaha jata hai.


jab ham apni blog ko google search consol me add (submit) kar lete hai tab hamare blog par vistor par day google serch se badhta chala jata hai.To dosto chaliye dekhte hai google search consol me blog ko kaise add karte hai.Esse phle mai aapko ye batana chahta hu google serch consol kya hai.

Google Search Consol Kya Hai

google search consol google ki he free service hai.Jo google serch ke result me apni website ki mahujidgi ko maunitar karne or uske banaye rakhne me hamari help karti hai.jab koi vistor google par koi post serch karta hai to vo serch list me hamari post ko show karata hai.To dosto sabhi blogger ke liye google search consol me blog ko add karna bhut he jaruri hai.


*Blog ke Post Tittle Ke Niche Adsense Ke Ads Kaise Lagaye

*Kisi Blogger Ke Blog Par Lage Template Ka Name Kaise Pata Kare

To dosto ab aap google search console ko puri tarah samjh chuke honge.Ab ham chalte hai blog(website) ko google search console me kaise add(sumit) kare.

Google Search Console Me Blog Ko Kaise Add kare

step 1.
sabse phle aap google Search consol ki site ko open kare.site ko open karne ke liye aap google me sidha search kare ''google search consol''.

step 2.
Ab sin in to search consol par click kare or fir google search consol me chala jaye.

step 3.
 Ab lohgin karne ke bad aaoke samne red colour ka Add property ka button dikhe dega aapko uspar lick karna hai,Aap niche screenshot me dekhte aapko kuch is tarah ka dikhae dega.

blog-ko-add-kare



1.Add property par click kare.
2.Yaha aapko apne blog ka url add karna hai.
3.url add karne ke bad Add  ki button par click kare.

*Blog (Website) Ki Traffic Kaise Badhaye

*Blogger Blog Me Advenced SEO Setting Kaise Enabel Kare

step 4.
Ab aapke samne ek new page open hoga jisme aapko apne blog ko google search console me verify karne ko bola jayega .aapko kuch is tarah ka picture open hoga aap niche dekhe.


1..Aapko HTML Tag par click karna hai.

2.HTML par click karne ke bad aapke sane ke box me ek code show hoga aapko us code ko copy karke templet me lagana hai,sabse phle aap code ko copy kar le.

3.yaha par aapko verify button par tab tak nhi click karna hai jab tak aap code ko templeat ke xtml me past ma kar le.

 


step 5.
Ab aap alag page me apne blog ko open kare.

* Dashboard par jaye.
* Template par click kare.
*edit HTML par click kare.

step 6.
edit HTML par click karte he aapke samne HTML box open ho jayega ab aapko CTRL+F button dabar ek code search karna hai.


*Blogger Blog Me Comment Policy Massage Kaise Add Kare

*Blog Post Publish Karne Ke Bad Uska Permalink Kaise Change Kare

step 7.
code ko search karne ke bad aapko ke  niche us copy kiya gya code ko past kar dena hai aap niche dekh sakte hai.code past karne ke bad templat ko save kar de.
code-search-kare

step 8.
code save karne ke bad ab google search consol me verify ki button par click kare ab aapka blog google search consol me add ho chukka hai ab aap dekh sakte hai aapke samne ek massage show hoga.
verify-google-search-console


To dosto kaisi lagi hamari ye post agr aapko meri post pasand Aai ho to hame comment karke jarur bataye.Agr aapko is post me kahi koi problem ho rahi hai to aap hame comment karke puch sakte hai.

5 Comments

  1. Sir mai apna blog me bich me screenshot dalna chahta hu kaise dale

    ReplyDelete
  2. Agar aap blog post me screenshot add karna hahte ha to blog post ko open kare,Our upar me image ka icon bana hoga uspar click kare,or apna screenshot add kare

    ReplyDelete
  3. namste sir ji
    mera naam neeraj kumar suthar hqi. or
    muje aapke blog ko pdhne se apne bLog ko google console me add krne me kafi halp mili..
    thank you so much for wonderful article

    ReplyDelete
  4. Thanks for visit my blog 😀😀

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form