Blog Post Ko Index Kar Google Search Me Jaldi Kaise Laye


Kya Aap Blog Post Ko Google Search Me Jaldi Kaise Laye Ye Janna Chahte Hai?Mai Aapko Is Post Me Batane Wala Hu Blog Post Ko Index Kar Google Search Me Jaldi Kaise Laye.Jab Ham Blog (Website) Me Koi Bhi Post Likhte Hai Tab Us Post Ko Jab Ham Publish Kar Dete Hai.Post Ko Publish Karne Ke Bad Hamara Post Just 1 Min Ke Andar Google Search Me Nhi Aata Hai.Post Ko Google Search Me Aane Ke Liye Kam Se Kam 2-3 Din Ka Time Lagta Hai.Agar Aapka Blog Google Search Consol Me Submit Kiya Hai To Aap Waha Se Apne Blog Post Ka URL Submit Kar Post Ko Aap Direct Google Me Index Kar Sakte Hai.

Blog-Post-Ko-Index-Kar-Google-Search-Me-Jaldi-Kaise-Laye

Google Search Consol Me Blog Kaise Submit Kare Iske Bare Me Maine Bataya Hai,Agar Yaha Apna Blog Submit Kare.Yaha Ek Aisa Option Hai Jaha Ham Apne Kisi Bhi Post Ko Direct 1-2 Min Ke Andar Google Me Index Karwa Sakte Hai,Isse Hamare Blog Post Google Search Me Jaldi Index Ho Jaygega.To Chaliye Dekhte Hai Blog Post Ko Index Kar Google Search Me Jadi Kaise Late Hai.

Blog Post Ko Index Kar Google Search Me Kaise Laye

Agar Aap Bhi Apne Blog Post Ko Google Search Me Jaldi Fast tarika Se Lana Chahte Hai To Aap Hamari Kuch Step Ko Follow Kare.
step 1. Sabse Phle Aap Google Search Consol Me Login Kare.


step 2. Google search console me login karne ke bad aapko aapka Blog(website) dikhae dega,Jispar aapko click karna hai.
Blog-Post-Ko-Index-Kar-Google-Search-Me-Jaldi-Kaise-Laye


step 3. Apni blog(website) par click karne ke bad Crawl  par click kare.


step 4. Crawl  par click karne ke bad aapko next page me Fatch as google par click kare.
Blog-Post-Ko-Index-Kar-Google-Search-Me-Jaldi-Kaise-Laye




step 5. fatch as google par click karn ke bad aapko next page me apne blog post ka URL ko sumit karna hai.
Blog-Post-Ko-Index-Kar-Google-Search-Me-Jaldi-Kaise-Laye


Note. Aapke post ka URL kuch is tarah ka hoga
 http://www.gyanwebpoint.com/2016/07/blog-website-ki-loading-speed-kaise-check-kare.html

Change URL-/2016/07/blog-website-ki-loading-speed-kaise-check-kare.html

Aapko URL change kar submit karna hai jaisa maine bataya hai.


step 6. URL box me URL dalne ke bad Fatch ka button par click karna hai.

step 7. Ab aapke post ka url list me add ho jayega aap niche dekh sakte hai.Ab aapko submit  to index par click karna hai.
Blog-Post-Ko-Index-Kar-Google-Search-Me-Jaldi-Kaise-Laye



step 8. Ab aapko Next page me verify ke liya kaha jayega.I'm not Robort par click kare.
Crowl only this Url ko select kare,uske bad Go ka button par click kare.

Blog-Post-Ko-Index-Kar-Google-Search-Me-Jaldi-Kaise-Laye


Ho Gya Dosto aapka post Google Me index ho chuka hai.Aap 1 month me sirf 500 post Google me Index kara sakte hai.Ab aapki post google search me 2 min me dikhae degi.

To dosto aapne sikh liya google search me blog post ko kaise index karte hai.Agr aapko meri ye post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.
 

2 Comments

  1. nice post thanks
    https://worldfitnessfit.blogspot.com

    ReplyDelete
  2. Bahut Hi Achi Post Hai Aapki Is Post Se New Blogger Ko Khafi Help Milegi

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form