Blog Ke Liye Best Template Kaise Hona Chahiye

Blog ke liye template bhut he helpfull hota hai.Badhiya template blog par lagane se hamre blog ki traffic badhti hai,Sath he sath hamare blog ka ek accha look bhi banta hai.Agr aapke blog ki traffic nhi badh rahi hai to aap soch lijiye aap kahi na kahi template ko pasand karne me galti kar rahe hai.Aap jis template ko apne blog par use kar rahe hai ho sakta hai us karun bhi aapke blog ki traffic badh nhi rahi hai.
Best_blogger_templet
Blog Ka Template Kaisa Hona Chahiye

Is post me ham aapko batane wale hai blog ke liye kon sa template sabse best hota hai,Mai aapko best blogger template kon sa hoga aapke blog ke liye iske bare me mai aapko is post me batane wala hu.Aap apne templat ko kis website se download karte hai,Is sab bato ko v dhayn me rakhe,Mai aapko kuch website ke bare me bhi batane wala hu jada aap free me acha template download kar sakte hai.

Traffic Increase Kaise Hoti Hai BlogTemplate Se

 ham apni blog ki traffic ko template ki wajah se bhi badha sakte hai.Hamare blog ka template mobile me fast loading hona chahiye,Hamare blog ka template puri tarah SEO Friendly honi chahiye.Lagbhag Adha se bhi jada log mobile phone me internet ka istmal karte hai.To aap yesa template ka istmal kare jo mobile me sabhi browser me accha se open ho,Jo template mobile friendly ho,Fast open ho Hmare yesa template ko apne blog par lagana chahiye.blog ke template ke menu bar acche se set ho us template ka use karna bhi bhu jaruri hai.Aap chahe to riboon template ko blog par laga sakte hai.Riboon template ki ekdam best template hai blog ke liye.

Blog Ke Liye Best Template Kaise Pasand Kare

Agr aap apne blog ke liye free template ko download kar rahe hai to aap kuch bato ko dayan me rakh kar aap apne blog ke liye template ko download kare.Mai aapko kuch bate batane ja raha ju jise aap dhayn se padhenge.

* Mobile Friendly Template-

 Hamare blog ka template mobile friendly hona chahiye,Kue ki jada Blog ki traffic mobile phone se aati hai.Aap apne blog ke liye jo bhi template ko download karte hai use mobile friendly jarur banaye,Mobile friendly template banane se hamara blog sabhi mobile me accha se open hota hai,Jisse ham apne blog ki traffic bhi incress kar sakte hai.

*Seo Friendly Template-

  Hmare apne blog par template ko seo friendly lagana chahiye,Mai apne bhi bata chuka hu seo friendly template ko blog par lagane se ham apni blog ki traffic badha sakte hai.Seo friendly template ka matlv hota hai serach engine optimize template.

*Fast Loading Template -

 Hamesa blog ke liye fast loading templat he use kare.Agr aapke blog ka template fast loading nhi hai to aap us template ko turant apne blog se hata de.Blog Fst open hogi tabhi koi bhi vistor aapke blog par aayega.Template ki wajah se hamare blog ki traffic kafi had tak kam ho jati hai,So hamesa fast loading template ka use kare.

* Full Customized TemplaUse Kare- 

 Isse Ye hoga ham apni blog ka desinge ham apne se set kar sakte hai.Kue ki hamara blog dikhne me jitna sundar lagega vistor utna jada impress honge hamare blog pr visir karega.

* Ads Ready Template- 

 Ye bhi bhut jauri hai hamare blog ka template ads ready hoga to hamare blog template me ads ko lagane ke liye space diya hua rahta hai.Jisse hame ye sochne ki jarurat nhi hoti hai ki ham apne blog me ads ko kaha kaha par lagaye.Isme aapko adsense policy according space diya hua rahta hai,Jisse hamari problem dur hoti hai,Isse aapko ads lagane me koi problem nhi hogi.

To Apmaine is post Blog ke liye best template kaisa hona chahiye iske bare me jo bhi bataya hai aapko jarur pasand aayi hogi.To dosto agr aapko meri ye post pasand aayi ho to hamae comment karke jarur bataye.


Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form