Riboon Template Ko Edit Kaise Kare Full Guide In Hindi

Hello dosto,Is post me ham aapko batane wale hai ''Riboon Template Ko  Edite Kaise Kare''.Riboon template kafi acchi templat hai.Aap lagbhag sabhi blogger ke blog par dekhe honge.Riboon Template ki desinging kafi simple dekhne me hoti hai.Riboon template Fast loading hoti hai,Ye SEO Friendly or fast loading template hai.Is template me hame social share button,or read more add kiya rahta hai.Is template me hame social share button,or read more button blog par lagane ki koi jarurat nhi padhti hai.

Agr aap bhi apne blog par Riboon template Use kar rahe hai,Agr aap template me menu bar set karna chahte hai to aapko is template ko acche se edit karna padhega.is post me ham Aapko batayege Blogger Template Me menu bar kaise set kare,Or riboon template ko kaise edit kare.To chaliye dekhte hai Riboon template ko kaise edit karte hai.

Riboon Template Ko Kaise Edit Kare

step .Sabse phle aap apna blog login kare,Jis blog par aapne riboon template lagaya hua hai.

step 2.Ab blogger ke dashbord me jaye Template par click kare,Uske bad Edit Html Par click Kare.
Riboon-Template-Ko-Edit-Kaise-Kare

step 3.Ab Aapke samne HTML box open hoga,Ab Aap keyword se Ctrl+F button ko press kare.

step 3.Ab aapke samne ek search box open hoga isme aap apne template ka menu ko search kare jise aap edit karna chahte hai.Apka Template Ka Menu kuch is tarah ka hoga.
template-kaise-edit-kare

 

yaha par aap business ko edit kar apne pasand kar menu bar set karna chate hai to aap search box me business type kare or inter press kare.

* Ab aap Dekh rahe hai html box me business likha hua aaraha hai.


riboon-template-ko-kaise-edit-kare

Yaha Par aap business ko rename kare,Or aap apne blog ke jis label ko yaha par set karna chahte hai uska nam yaha dale,Or '#' Ki jagah par # ko hata kar apne blog ke label ka link add kare.


Example ko dekh kar aap samjh gye hone.Is tarah aap apne blog ke template me menu ko edit kar set kar sakte hai.Aap apne blog me fevicon laga kar Template ki desining kar sakte hai yaha padhe.



Ho gya Aapka Riboon Termplate Edit,Ab aap dekh sakte hai aapke template me menu bar bhi set ho chuka hai.Ab aap apne template me ek accha logo laga le apne blog ke nam se.
Agr aapko meri ye post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

4 Comments

  1. Bhai mere ko mera label name change karna hai kaise hoga bhai.....
    md786maa@gmail.com
    Isme email kardo bhai plzzzzz.

    ReplyDelete
  2. Aap label ko direct edit kar do aapka label change ho jayega

    ReplyDelete
  3. sir mene Template me minu bar me categories ka option add kiya he par html coding me categories show nhi ho rhi he to to ab me html me kese add kru

    ReplyDelete
  4. Maine aapki comment ko late reply diya iske liye sorry.
    aapne apne template ko edit karte wakt categories ke URL ko thik se template ke HTML me past nhi kiya hai .Jiske karun jab aap template ko save karte ho to Aapko error show karta hai .jis karun Aapke template me menu bar nhi show karti hai

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form