Blog Ke Liye Privacy Policy Page Kaise Banaye

Is Article me ham aapko batane wale hai blog ke liye privacy policy page kaise banate hai.Agr aap blogger hai,agr aapko apne blog par adsense lagana hai to aapko apne blog par privacy policy page bnana bhut he jaruri hai.Adsnse pravicy policy ko jada pasand karti hai.To chaliye privacy policy ke bare me thora wistar se jane.

blog-ke-liye-privacy-policy-page-kaise-banaye
Blog Ke Liye Privacy Policy Page Kaise Banaye

Privacy Policy Kya Hoti Hai?Ye Kyu Jaruri Hai

pravicy policy me bataya jata hai,ki hamare blog me kya hai,ham apne blog par kya kya jankari share karte hai,ya aap hamare blog ko kis tarah se use kare etc privacy policy me bataya jata hai.Privacy policy hamare blog ko cookies se bachati hai.Agr aapke blog par koi bhi galat comment karta hai,to aap us pravicy policy ke karun aap apne blog se us comment ko delete kar sakte hai.To aap itna samjh gye honge blog ke liye pravicy policy ka hona kitna jaruri hai.Ab chaliye dekhte hai blog ke liye privacy policy page kaise banate hai.

Blog Ke Liye Privacy Policy Page Kaise Banaye?



step 1. Apne blog ke dashbord me jaye pages par click kare.

step 2. TIttle me privacy policy likhe.
privacy-policy-page-kaise-banaye


*Aap apni Website ke bare me likhe.

*Kisi bhi vistor ko aapki blog par kis tarah ka bartaw karna chaliye.

*Aapki Bhi Aapki site par galat commnet nhi kare,iske bare me likhe.

*Koi bhi vistor aapko site par aapke permison ke bina kisi dusre site ka link nhi chod sakta.

*Aapki site par koi persnol jankari share nhi kiya jayega.

*Koi bhi Aapke site ka privacy policy ko todega to aap kya kar sakte hai.

*Koi bhi vistor Aapse kaise contact karega.

*Mai apni privacy policy kabhi bhi change kar sakta hu iske bare me bhi bataye.

Last me publish ki button par click kare.


Example-    Aap hamara privacy policy page dekh sakte hai.


To dosto ab aapka privacy policy ban kar ready ho chuka hai.To aapne dekh liye blog ke liye privacy policy page kaise banate hai,Agr aapko meri post pasand aayi to hame comment karke jarur bataye.

Ye Bhi Padhe..




Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form