Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Kaise Submit Kare

Hello, Dear Blogger Mai Is post me aapko batane wala hu Blog ke sitemap ko google search conole me kaise submit karte hai.Mai bata hu maine apni pichali post me bataya tha,''Google Search Console'' me blog ko kaise add(verify) karte hai.To Dosto Agr aap apne blog ko Ek accha Top par dekhna chahte hai to aapke blog ko google search me aana bhut jaruri hota hai.Google search me aapne se hamare blog par vistor sidha google search me aayega.Jisse hamare blog ki traffic to badhaegi sath he sath hamara blog high hota chala jayega.

Agr blogging me sucessfull hona hai,agr successfull blogger banna hai to wo hai google search se oragginal traffic ko blog par lana.Origgnal traffic se mera matlv ye hota hai ki vo traffic jo google par search kar sidha hamare blog par aata hai.Mai aapko kuch example dekar batata hu,Agr koi bhi vistor kisi topic ko lekar google par search karta hai to jo post google search me first page me show hoti hai,use he log open karta hai,To ye google search se jo bhi vistor hamare site par aata hai vo origgnal traffic hota hai.
Blog Ke Sitemap Ko Google Search Console Me Kaise Submit Kare

To google me apni bblog (website) ko lana ke liye Blog ko google search console me blog ko verifi karna hota hai jo maine apne bata diya haiUske bad Blog ke sitemap ko google me submit karna hota hai jo ki kafi jaruri hota hai.

Sitemap Kya Hoti Hai

Sitemap submit karne se phle aapko ye janna bhut jaruri hai,sitemap kya hoti hai.
Blog ka Sitemap ek XML file hoti hai,jisme hamare blog ka pura data hota hai.Sitemap ko google me submit karne s google ko Aasani se pata chal jata hai ki hamare blog me kite page,post etc hai.

Sitemap Ke Kya Kya Fayda hai

Sitemap submit karne ke kuch fayda hai jo mai aapko batana chahunga.

1. Sitemap Ko google search me submit karne se jab ham koi bhi post ko likh kar use publish karte hai to us post ki jankari google ko jaldi mil jayegi.

2.Hamare blog par kitne post or kite page hai,iski jankari google ko mil jayrgi,jisse hamare post google search me jaldi aayega.

Blog Ke Sitmap Ko Google Search Console Me Kaise Submit Kare

step 1. Sabse phle aap google search console ke website par jaye,uske bad apna email or password se login kare.

step 2. Uske Bad aap apne blog ka link par click kare.
blog ka url par click kare




step 3. Ab Dashbord me aapko left side me crawl ka option dikhae dehga aapko uspar click karna hai.Crawl par click karne ke bad sitemap par click kare.
crawl par click karne ke bad sitemap par click kare



step 4. Sitemap par click karne ke bad aapko side me Add/Test sitemap ka option dikhae dega uska apko click karna hai,yaha par aap apne blog ka sitemap add karna hai.
 Add sitemap par click kare




*Is Box me aapko Sitemap.xml Likh kar submit ka button par click karna hai.

Sitemap submit kare

*Ab aap apne page ko refresh kar de.Ab aapka sitemap Google me submit ho chuka hai.

Ab aap dekh sakte hai sitemap ki jagah par dending likha hua show ho raha hoga.Sitemap ko index hone me 24 Hours lag jate hai.24 horns ke bad aapka sitemap google me index ho jayegi.

To dosto Maine apni is post me jo blog ke sitemap ko  Google search console me submit karne ke bare me jo bhi bataya hai,Agr aapko meri post acchi lagi ho to hame comment kar jarur bataye.


Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form