Es Article me ham aapko batane wale hai blog post me publish post ka permalink kaise change karte hai.Permalink kitna jaruri hai ye sabhi blogger ko acchi tarah pata hoga.SEO ke liye bhi permalink ko change karna jaruri hota hai.Jab ham koi bhi post ko likhte hai to uska permalink banta hai,jise ham us post ka url bhi bol sakte hai.Jab ham koi bhi post likhte hai to kbhi ham us post ka peralink ko change karna bhul jate hai.To aap ye soch rahe hoge ki ab ham es permalink ko kaise change kare.lagbhag abhi bhi bhut se new bloggr ko pata nhi hoga,blog post me publish post ka permalink kaise change kare hai.
jab ham koi bhi post likhte hai tab aap dekhte honge us post ka outomatic permalink ban jata hai.To ham us post ke permalink ko optimize kar ham us post ke permalink ko SEO friendly bana sakte hai.
To dosto chaliye dekhte hai ham kaise publish post ka permalink ko change karte hai.To aap hamari kuch simple stepp ko follow kare.
Blog Post Me Publish Post Ka Permalink Kaise Change Kare
step 1.
sabse phle Aap blogger.com me jakar apna blog ko open kare,uske bad post par click kare,ab jis post ka permalink ko Edit karna chahte hai us post ko edit kare.
step 2.
Post ko edit karne ke bad aapko upar Update ke bagal me
Revert to draft ka option dikhae dega aapko uspar click karna hai.Aap niche ke screenshot me dekh sakte hai.
step 3.
revert to draft par click karne ke bad aap coustom permalink par click kar aap apna permalink ko change kar sakte hai.
To Dosto kaisi lagi ye post agr aapko hamari ye post pasand aayi ho to hame comment kar jarur bataye.or es post ko apne dosto ke sath share bhi kare.
Tags
Blogger triks