Backlink Kya Hai Blog (Website) Ke Liye Backlink Kaise Banaye Full Guide

Is Article me ham aap sabhi ko backlink ke bare me kuch bate batane wale hai..Is post me ham janege Backlink Kya Hai Or Iske Kya Fayda hai.Agr aap ek blogger hai to aapko backlink ke bare me janna bhut jaruri hota hai.Backlink bhut jaruri hota hai sabhi blogger ke liye.Backlink Seo ka ek importent part hota hai.Hamare blog ki jitni acchi backlink hogi utna jaldi hamara post google search me index ho jayega.
blog-website-ke-liye-backlink-kaise-banaye
 Blog Ya Website Ke Liye Backlink Kaise Banaye

To chaliye Agr aap backlink ke kya hai,or blog ya website ke liye backlink kyu jaruri hai,Iske bare me ham aapko puri jankari dene wale hai.

Backlink Kya Hai?

Backlink Kisi webpage par dusre webpage se aane wali link hoti hai,Jab koi webpage kisi dusre webpage par linked hoti hai tab use ham backlink kahte hai.Hm yaha par aapko backlink ke kuch importent part ke bare me batane ja rahe hai.
*Internal Link- Jab ham kisi apne log ke kisi web page ya post ke link ke pass kisi dusre page ko apne me linked karte hai ise ham internel link kahte hai.


 *Link Juice- Jab koi bhi webpage kisi post/Website ke homepagebse link hota hai use ham link juice kah sakte hai.

* Low Quality Link- Ye wo link hoti hai  jo kisi spam site ya kisi Automated site se hamare blog par aati hai.Ye hamare blog ke liye Nuksan dayak hota hai.

*High Quality Link- Ye wo link hoti hai jo kisi bade fomous site se hamare blog par Aati hai.Higt Quality ka backlink hamare blog ke liye kafi fayda mand hota hai.Hame high Qualty ka backlink banana suru kar dena chahiye.


*SEO Se Blog Post Ko Google Search Me Top Par Kaise Laye

Backlink Ke 2 Type Hote Hai

*Nofollow Backlink

Jab kisi webpage se dusre webpage se link hoti hai  our nofollw tag use kiya jata hai to wo link juic pass nhi kar sakegi,Our nofollow link ranking improve karne me madad nhi karti hai.

*Dofollow Backlink- 

Ye link juic pass karti hai Ye wo link hoti hai jo post me bina nofollow tag ke add karte hai dofollow backlink kahlata hai.

Backlink Ke Kya Fayda Hai

Backlink bhut jaruri hota hai.

*Backlink Search engine improved karne me help kari hai.



*Backlink hamari post ko jaldi google search me index kar leta hai.

*Backlink se hamare blog ki traffic bhi badhti hai,Isse dusre blog se vistor hamare site par bhi Aate hai.

Blog Ya Website Ke Liye Backlink Kaise Banaye

Backlink kya hai.backlink Ke Kya Fayda Hai.Backlink Kitne Type ke hote hai,ye sab aapne jan liya ab bat aati hai ''Blog/Website ke liye Quality backlink kaise banaye''. Sabhi blogger ke liye ye janna bhut jaruri hota hai apne blog ke liye backlink kaise banaye.Aap apne blog ke liye jitna so sakte utna backlink bana sakte hai.
To chaliye dekhte hai apne blog ya website ke liye backlink kaise banate hai.

1.Quality Cantent-

Blog ke liye backlink banane ke sabse accha ratika hota hai apne blog par qualty content likhe.Aap kuch is tarah ka content likhe jo google par jada se jada nhi ho or vistor ko aapko content pasand aayi.Aap is tarah ka content likh kar google par aap apni page ko acche rank par la sakte hai.So backlink banane ke liye apne blog par Quality content likhe.

2.Guest Posting-

Blog/Website ke liye backlink banane ke ye bhi ek accha tarika hai Aap kisi popular blogger ke blog par jakar guest posting kar apni blog ke liye badhiya backlink bana sakte hai.Aaj kal sabhi blogger backlink banane ke liye Guest posting ko sabse accha tarika mante hai.So aap apne blog/Website ke liye backlink banana chate hai to kisi blog par jakar guest post jarur kare.


*Youtube Video Blog Post Me Kaise Add Kare

3.Commenting Kare-

Aap commenting ke jariye bhi aap backling bana sakte hai.Kisi outher blogger ke blog par aap comment karna suru kar de,Isse aapke blog ke liye Nofollow link milta hai.
Aap jab kisi blogger ke blog par comment karte hai to waha aap apne blog ka url bhi dal sakte hai.Jab ki bhi vistor us url par click kar aapke blog par aayega to usse aapko backlink milegi.To aap backlink banane ke liye commenting karna start kare.

To dosto Ye kuch bate hai jise aap follow kar apne blog ke liye ek badhiya high quilaty ka backlink bana sakte hai.

I hope aapko meri is post se backlink ke bare me puri jankari mil gayi hogi.Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

1 Comments

  1. nyc information blog traffic bdhane ke liye mysafehelp.com/

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form