Blog Ki Traffic Kaise Badhaye SEO Ke Bina 5 Tips

Hello dosto,Is post me ham aapko batane wale hai ''Blog Ki Traffic Kaise Badhaye SEO Ke Bina''.Blog ki traffic badhana bhut he jaruri hota hai.Aapne phle ye padha hoga SEO se blog ki traffic kaise badhate hai,Lekin is post me mai un logo ke likha hu jis logo ko Seo acche se nhi jante hai vo blog par traffic padhana chahte hai.Aap bina Seo Friendly post likhe bhi blog ki traffic badha sakte hai.Aap Seo ke bina bhi blog ki traffic badha sakte hai.


Actually Google search ke blog ki traffic receved karne ke liye hame apne blog par Seo friendly post likhna jaruri hota hai.Seo friendly post likhne se ham apni blog ki traffic ko badha sakte hai.Chaliye dekhte hai SEO ke bina blog ki traffic kaise badhaye.

SEO Ke Bina Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

Blog-Ki-Traffic-Kaise-Badhaye-SEO-Ke-Bina-5-Tips
Blog Ki Traffic Kaise Badhaye SEO Ke Bina 5 Tips

 1.Online Advrtising-

Aap apni blog ko online promote kar aap apni blog par hajaro traffic la sakte hai.Agr aap apni blog ka promotion online karwana chahte hai to aap google adsense,Facebook par apni site ko promote kara sakte hai.Jisse aapki sit se releted ads facebook user ko unke page par dikhega jisse vo aapki site par visit karega.But iske liye aapko facebook kuch charge lagega.
 

2.Guest Post-

Aap agr blog ki traffic badhana chahte hai to aap kisi dusre blog par jakar guest post kar sakte hai.Guest post se aapke blog par bhut jada traffic aayega.Aap kisi famous blogger ke blog par jakar guest post kare.
Guest post ke liye aap google me search kare or Aisi website khoje jaha log jada guest posting karte hai.Google par search karne ke liye aapko kuch diya gya topic ke ( '' ) Box ke andar type kar aapko search karna hai.



Example- ( Guest Post ) Is tarah se aapko search karna hai.
*''Guest post''
*''Contributing Writer''
*Suggest Post''
*This Is A Guest Post By''
*''Contributor Guidelines"
*''Contributor to our site''
*''contributor to our blog''
*''guest posts wanted''
*''wriers for us''
*guest post by''
Is tarika ko aap follow karke aap apni blog ke liye badhiya website pa sakte hai guest posting ke liye.Guest post karne se phle aap ek bat ka jarur dhyan rakhe aap jo juest post kar rahe hai vo reader friendly ho,Mativ ki yesa post kare jo logo ke liye faydamand ho.
Guest post karne se phle aap apni blog ka content acche se likhe.aap kuch yesa guest post kare jisse logo us post ka tittle padhte hai us post ko read karne par majbur ho jaye,Us reader ko yesa lage ki ye post hamare kam ka hai.Bina matlv ka guest post karne Se aapke blog par koi traffic nhi aayegi.To ye bhi ek accha tarika hai blog ki traffic badhane ke bina so ke.

3.Blog Commenting-

Blog ki traffic badhane ke ye bhi ek acha tarika hai.Aap aap blog par aaye vistor ko uske comment ka fast reply kare.Fast reply karne ke jistor aapko or aapki site ko jada pasand karenge,Isse vistor aapki site par par day aaa pasand karenge or isse aapki blog ki traffic bhi badhegi.

Aap kisi dusre fomous blog par jakar commenting karna start kare.Aap comment karte wakt aap apne blog ka link bhi waha share kare,Jise aapko backlink bhi milegi.Or agr aap kisi blog par jakar comment karte hai to koi bhi vistor aapki comment ko padhkar aapke nam par click karta hai to wo sidha aapki blog par pahuch jayega,Jisse aapki blog ki traffic padhna shuru ho jayegi.

4.Share Social Media-

Seo ke bina blog ki traffic badhane ka sabse accha tarika social media hai ye lagbhag sabhi lo acche se jante honge.Social media par lagbhag par day hamesa bhut sare log activ hote hai.Agr aap yaha apni blog post ko promote/share karte hai to aap yaha se jada se jada traffic receved kar sakte hai.

Aap kuch is tarah ka post likh kar aap post ko share kare jisse log ko koi help mile,logo ko us post ki jarur ho aap agr kuch yesa post likh kar aap apne blog ka promote karte hai to social media par jo bhi log Aapki blog post ko dekhnge to wo is post ko jarur padhne ke liye mechain ho jayenge,Isse aapki blog ki traffic bhi kafi jada badhegi.Aap apni blog post ko Facebook,Google plus,Tweeter par share kare.

Read. 
* SEO Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

*Facebook Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

*Google Plus Se Blog Ki Traffic Kaise Badhate Hai

5.Email Subscribers Badhaye-


Agr aap apni blog ki traffic ko badhana chahte hai to mai to bolunga ki aap apni blog par email subscribers box lagaye or jada se jada kosis kare apna email subscribers badhane ka.Jitna jada log aapke email subscribers karenge aap jitne bhi new post likhne ke bad use publish karte hai aap har new post ki jankari us logo ko uske email ke jariye milti rahegi.Isse aapke blog par vistor badhna suru ho jayenge.

To Agr aap is bato ko follow karte hai to Aap Seo ke bina blog ki traffic badha sakte hai.Seo ke bina blog traffic badhane ke liye aap ise jarur try kare.
Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment me jarur bataye

5 Comments

  1. Bro very useful information

    ReplyDelete
  2. Awesome article bahi. aapne bahut acha [ost likha hai without seo post traffic increase topic par

    ReplyDelete
  3. Good info writes bro kya traffic bdane ke liye daily post dale

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form