LYF ( Jio ) Phone Me Software Kaise Dale


Aaj Ham Aapko Batane Wale Hai LYF(jio ) Phone Me Software Kaise Dale.Agar Aapke Pass LYF (Jio) Phone Hai Our Aapka Phone Kharab Ho Gya Hai/Aapka Phone On Nhi Ho Raha Hai To Aap Apne LYF (Jio) Phone Flash Kar Use On Kar Sakte Hai.LYF/Jio Phone Flash Karna Bhut He Easy Hai,Agar Aap Ghar Baithe LYF (Jio) Phone Flash Karna Chahte Hai To Aap Is post Ko Acche Se Padhe.

LYE-JIO-PHONE-FLASH

LYF (Jio) Phone Flash Karne Se Pahle Mai Aapko Bata Dun Agar Aap Aapna JIO LYF Phone Flash Karna Chahte Hai To Aapko Sabse Pahle Apne Mobile Ka Sabhi Data Ka Backup Bana Lena Chahiye,Agar Aap LYF (JIO) Phone Me Software Install Karenge To Aapke Phone Ka Sabhi Data Delete Ho Jayege,JIO Phone Flash Karne Se Phle Apne Phone Ka Data Backup Jarur Banaye.To Chaliye Dekhte Hai LYF ( Jio ) Phone Me Software Kaise Dalete Hai.

LYF (JIO) Phone Flash Karne Ke Liye Importent Tools

1. Computer/Laptop

2. Qualcomm Driver

3. QFIL Tools

4. Download Stock Rom Firmware (Flash File)

5. USB Data Cable

JIO (LYF) Phone Flash Kaise Kare (How To Flash JIO/LYF Phon )

JIO (LYF) Phone Flash Karne Se Phle Aap Google Par Jakar Apne Mobile Ka Firmware Flash File Download Kare,Jaisa Ki Mere Mobile Ka Name Our Model Hai LYF Ls 4503 To Aap Google Par Simply Search Kare LYF Ls 4503 Firmware/Flash File.Google Se Apna LYF (JIO )Software Download Karne Ke Bad Qualcomm Driver Ko Apne Computer Par Install Kare.

Step 1. Sabse Phle Aap QFIT Tool Ko Open Kare.



LYF-JIO-PHONE-FLASH

1. Browser Par Click Kare.

2. Apna Firmware Flash File Select Kare.

3. Open Par Click Kare.

Step 2. 

LYF-JIO-PHONE-FLASH

1. Load XML Par Click Kare.

2. Ab Image Me Bataye Gye File Ko Select Kare.

3. Open Kar Click Kare.

Step 3. Ab Aapke Samne Ek Our Window Open Hoga.

LYF-JIO-PHONE-FLASH

1. Yaha Parch0 Ko Select Kare.

2. Ab Open Par Click Kare.





Step 4. Ab Mobile Ko Off Kar Data Cable Se Computer Se Connect Kare.

LYF-JIO-PHONE-FLASH


1. Agar Aapka Phone Agar Pc Se Connect Hua Hai To Aapko Upar Port Ban Jayega.

2. Ab Download Button Par Click Kare.

Ab Aapka Phone Flash Hona Start Ho Jayega,Is Tarah Aap Kisi Bhi LYE Jio Phone Ko Flash Kar Sakte Hai.

To Dosto Aapko Kaisi Lagi Hamari Post.Agar Aapko Is Post Me Kahi Koi Problem Ho Rahi Hai To Aap Hame Niche Comment Karke Jarur Bataye.

3 Comments

  1. Jio f50y ka flash file nahi mil raha sir please help me

    ReplyDelete
  2. bhai mil jayega aap google par serch kar check karo,waha aapko kisi na kisi site par jarur milega.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form