Blog Post Me Social Share Button Kaise Lagaye



Hello dosto,Is post Meham Jannege Ki Blog Post Me Social Share Button Kaise Lagate Hai.Social share button ko blog par lagane se hame blog ki traffic ko badhane me kafi help milti hai.Jab koi bhi vistor hamare blog par visit karne Aata hai tab use agr hamare post ka content accha lagta hai to wo hamari post ko social media facebook,tweeter,google+ etc par wo share karte hai,Jisse hamare blog ki traffic bhi badhti hai.To chaliye dekhte hai blog post me social share button kaise add karte hai.

Blog Me Social Share Button Kaise Lagaye

 
Blog-Post-Me-Social-Share-Button-Kaise-Lagaye
Blog Me Social Share Button Kaise Lagaye

Social share button ko ham apne blog me laga kar apne blog ki traffic ko incress kar sakte hai.Social share button hamare blog post ke niche add kiya jata hai.Social share button ek image ke icon jaisa hota hai,Jispar facebook,tweeter,google+ ka icon bana hua rahta hai.Agr koi bhi vistor is icon me se kisi par click karta hai to wo direct social media par pahuch jata hai,Jisse wo Aasani se hamare blog ke post ko share kar sakta hai.To Ye kuch payda hai social share button ko blog me add karne se.Agr aap bhi apne blog me ''social share button'' ko lagana chahte hai to aap hamari kuch step ko follow kare.



step 1. Sabse phle aap blogger.com se apna blog open kare.

step 2. Ab dashbord me jaye,Template par click kare uske bad edit template ki button par click kare.

Step 3. Phle aap niche diya gya Code ko copy kar le.




step 4. Ab aapke samne ek html box open hoga jisme aap Ctrl+F Daba kar aapko Is Code ko search karna hai.




*Blog Me Post Tittle Ke Niche Adsense Ka Ads Kaise Lagaye

Step 5. Ab upar diya gya code ko ke niche past kar de,uske bad save template ki button par click kare.
Blog-Post-Me-Social-Share-Button-Kaise-Lagaye

Note. Aapka yaha bhut sare code milenge ek jaisa aap ek ek kar sabhi par try kare.

To dosto ab aapke blog me finnely social share button lag chuka hai.Aap blog par jakar dekh sakte hai.To dosto agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye,Or is post me share bhi kare.

Read.
*Blog Post Me Text Box Or Text Area Kaise Add Kare

*Blog Me Popular Post Widget Kaise Add Kare

2 Comments

  1. ye aapne comment box kaise lagaya plz help

    ReplyDelete
  2. Ye comment box maine alag se nhi lagaya hai.Ye comment box es template me pahle se he laga hua hai

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form