Blog Template Se Novebar Kaise Remove Kare



Hello blogger,Aaj Is post me ham aapko batane wale hai blog template se novebar kaise remove karte hai.Jab ham new template blog me upload karte hai tab hamare blog ke top par ek novebar bana hua rahta hai,Ye lagbhag sabhi template ke upar hota hai.Novebar hamare blog me hone se hamare blog dikhne me bekar lagta hai,Isse hamare blog ka look accha nhi lagta hai.To Agr aap novebar ko apne blog me hatana cahte hai to Aap bhut he Aasani se Apne blog se novebar ko bata sakte hai.
Blog-Template-Se-Novebar-Kaise-Remove-Kare
Novebar Kaise Off  Kare

Blogger Blog Se Novebar Kaise Hataye

To dosto chaliye dekhte hai blog se ''Novebar'' kaise hataye,Chaliye Aap hamari kuch Easy step ko follow kare.

step 1. Sabse Phle Aap blogger.com se apna blog ko open kare.

step 2. Ab dashbord me layout par click kare.

step 3. Layout me ek Novebar Nam ka tab bana hoga uske samne edit par click kare.

step 4. Ab Off par click kare.

step 5. Ab last me save ki button par click kare.



*Blog Post Me Read More Button Kaise Lagaye


Off Ki Button Par Click Karte He Ab finnely Novebar aapke blog se remove ho chuka hai.Aap apne blog ko open kar upar me dekh sakte hai.To dosto Agr aapko meri post pasand Aayi Ho to hamre comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form