Blog Post Me Read More Button Kaise Lagaye

Hello dosto,Aaj ham aapko batane wale hai blog post me ''Read More'' Button kaise lagate hai.Blog ke home page par read more ka button lagana bhut he jaruri hota hai.Agr ham Read More blog post me nhi lagate hai tab hamare blog ka ek he post bhut he long show hota hai blog ke home page par baki sab post niche chala jata hai.Aise me vistor jab hamare blog par aate hai to use hamare blog ka post ko padhne me bhut he problem hoti hai.
Blog-post-me-read-more-button-kaise-lagaye
Blog Me Read More Button Kaise Lagaye

To dosto ham is problem se bachne ke liye ham apne blog me read more ka button laga sakte hai.To dosto chaliye dekhte hai read more bhuuton kaise lagate hai blog me iske bare me Aage jante hai.

Read More Button Kaise Lagaye Blog Me

Read more button blog me lagana bhut he simple hai.Aap bhut Asani se apne blog post me read more ka button ko laga sakte hai.



step 1.
*  Sabse phle aap blogger.com se apna blog login kare.

*Post ko edit kare,Ab jaha par ''Read More'' lagana chahte hai wha par insert  jump  break par click kare

step 2.


1.Blog me login kane ke bad Dashbord par click kare,uske bad template par click kare.

2.Template par click karne ke bad coustimize ki button par click kare.

3.Uske bad  Advanced > Add CSS Par click kare.
blog-post-me-read-more-button-kaise-lagaye




*Blog Post Me Social Share Button Kaise Lagaye

*Blog Post Me Text Box Or Text Area Kaise Add Kare

4.Ab niche diya gya code copy kar past kare.






5.Code past karne ke bad Aplly to blog par click kare.

Ab successfully aapke blog me read more ka button lag chuka hai.Aap blog par jakar dekh sakte hai.Dosto agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.Agr Apko is post me kahi koi problem ho rahi hai to Aap hamse comment karke puch sakte hai.


Jarur padhe.

*Blog Me Fevicon Kaise Lagate Hai

*Blogger Blog Me Publish Kiya Gya Post Ka Permalink Kaise Change Kare

*Blogger Template Ko Zip File Se Xml Me Kaise Badle

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form